Gaya To Husn Na Diwar Mein Na Dar Mein Tha, Urdu Ghazal By Abul Mujahid Zahid

Gaya To Husn Na Diwar Mein Na Dar Mein Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abul Mujahid Zahid. Gaya To Husn Na Diwar Mein Na Dar Mein Tha comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Gaya To Husn Na Diwar Mein Na Dar Mein Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گیا تو حسن نہ دیوار میں نہ در میں تھا

بو المجاہد زاہد

گیا تو حسن نہ دیوار میں نہ در میں تھا

وہ ایک شخص جو مہمان میرے گھر میں تھا

نجات دھوپ سے ملتی تو کس طرح ملتی

مرا سفر تو میاں دشت بے شجر میں تھا

غم زمانہ کی ناگن نے ڈس لیا سب کو

وہی بچا جو تری زلف کے اثر میں تھا

کھلی جو آنکھ تو افسون خواب ٹوٹ گیا

ابھی ابھی کوئی چہرہ مری نظر میں تھا

نہ آئی گھر میں کبھی اک کرن بھی سورج کی

اگرچہ میرا مکاں وادیٔ سحر میں تھا

ملا نہ گھر سے نکل کر بھی چین اے زاہدؔ

کھلی فضا میں وہی زہر تھا جو گھر میں تھا

بو المجاہد زاہد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gaya To Husn Na Diwar Mein Na Dar Mein Tha

Abul Mujahid Zahid

gaya to husn na diwar mein na dar mein tha
wo ek shaKHs jo mehman mere ghar mein tha

najat dhup se milti to kis tarah milti
mera safar to miyan dasht-e-be-shajar mein tha

gham-e-zamana ki nagan ne Das liya sab ko
wahi bacha jo teri zulf ke asar mein tha

khuli jo aankh to afsun-e-KHwab TuT gaya
abhi abhi koi chehra meri nazar mein tha

na aai ghar mein kabhi ek kiran bhi suraj ki
agarche mera makan wadi-e-sahar mein tha

mila na ghar se nikal kar bhi chain ai 'zahid'
khuli faza mein wahi zahr tha jo ghar mein tha

(1059) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gaya To Husn Na Diwar Mein Na Dar Mein Tha written by Abul Mujahid Zahid at UrduPoint. Gaya To Husn Na Diwar Mein Na Dar Mein Tha is one of the masterpieces written by Abul Mujahid Zahid. You can also find the complete poetry collection of Abul Mujahid Zahid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abul Mujahid Zahid' above.

Gaya To Husn Na Diwar Mein Na Dar Mein Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gaya To Husn Na Diwar Mein Na Dar Mein Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.