Zahe-nasib Wo Pursan Hain Gham Ke Maron Ke, Urdu Ghazal By Afsar Azri

Zahe-nasib Wo Pursan Hain Gham Ke Maron Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Afsar Azri. Zahe-nasib Wo Pursan Hain Gham Ke Maron Ke comes under the Love, Sad, Bewafa, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Zahe-nasib Wo Pursan Hain Gham Ke Maron Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زہے نصیب وہ پرساں ہیں غم کے ماروں کے

افسر آذری

زہے نصیب وہ پرساں ہیں غم کے ماروں کے

مزاج عرش پہ ہیں آج دل فگاروں کے

جہاں میں دیدۂ جوہر شناس کی ہے کمی

زیادہ دام ہیں ہیروں سے سنگ پاروں کے

طلوع مہر بدلنے کو ہے نظام فلک

کہو کہ کوچ کریں کارواں ستاروں کے

حسین چاند کی کرنوں سے کھیلنے والی

مرے جہاں میں کئی کھیت ہیں ستاروں کے

افسر آذری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zahe-nasib Wo Pursan Hain Gham Ke Maron Ke

Afsar Azri

zahe-nasib wo pursan hain gham ke maron ke
mizaj arsh pe hain aaj dil-figaron ke

jahan mein dida-e-jauhar-shanas ki hai kami
ziyaada dam hain hiron se sang-paron ke

tulu-e-mehr badalne ko hai nizam-e-falak
kaho ki kuch karen karwan sitaron ke

hasin chand ki kirnon se khelne wali
mere jahan mein kai khet hain sitaron ke

(1230) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zahe-nasib Wo Pursan Hain Gham Ke Maron Ke written by Afsar Azri at UrduPoint. Zahe-nasib Wo Pursan Hain Gham Ke Maron Ke is one of the masterpieces written by Afsar Azri. You can also find the complete poetry collection of Afsar Azri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Afsar Azri' above.

Zahe-nasib Wo Pursan Hain Gham Ke Maron Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zahe-nasib Wo Pursan Hain Gham Ke Maron Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.