Raat Ke Baad Sahar Dekhenge, Urdu Ghazal By Aghaz Buldanvi

Raat Ke Baad Sahar Dekhenge is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aghaz Buldanvi. Raat Ke Baad Sahar Dekhenge comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Raat Ke Baad Sahar Dekhenge on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رات کے بعد سحر دیکھیں گے

آغاز بلڈانوی

رات کے بعد سحر دیکھیں گے

ہم دعاؤں کا اثر دیکھیں گے

کیسے ہر حال میں خوش رہتا ہے

ہم بھی اس کا یہ ہنر دیکھیں گے

چھاؤں دیتا ہے سبھی کو اب تک

آؤ وہ بوڑھا شجر دیکھیں گے

حال پر سب نے جو چھوڑا ہے مجھے

کیسے ہوتی ہے گزر دیکھیں گے

کرکے آغازؔ سفر کا تنہا

کیسے کٹتا ہے سفر دیکھیں گے

آغاز بلڈانوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raat Ke Baad Sahar Dekhenge

Aghaz Buldanvi

raat ke baad sahar dekhenge
hum duaon ka asar dekhenge

kaise har haal mein KHush rahta hai
hum bhi us ka ye hunar dekhenge

chhanw deta hai sabhi ko ab tak
aao wo buDha shajar dekhenge

haal par sab ne jo chhoDa hai mujhe
kaise hoti hai guzar dekhenge

karke 'aghaz' safar ka tanha
kaise kaTta hai safar dekhenge

(1058) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raat Ke Baad Sahar Dekhenge written by Aghaz Buldanvi at UrduPoint. Raat Ke Baad Sahar Dekhenge is one of the masterpieces written by Aghaz Buldanvi. You can also find the complete poetry collection of Aghaz Buldanvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aghaz Buldanvi' above.

Raat Ke Baad Sahar Dekhenge is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raat Ke Baad Sahar Dekhenge, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.