Jaane Kaisa Ye Nur Hai Mujh Mein, Urdu Ghazal By Ahmad Kamal Hashmi

Jaane Kaisa Ye Nur Hai Mujh Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Kamal Hashmi. Jaane Kaisa Ye Nur Hai Mujh Mein comes under the Love category of Urdu Ghazal. You can read Jaane Kaisa Ye Nur Hai Mujh Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جانے کیسا یہ نور ہے مجھ میں

احمد کمال حشمی

جانے کیسا یہ نور ہے مجھ میں

چاند کوئی ضرور ہے مجھ میں

کوئی پڑھتا نہیں کبھی اس کو

وہ جو بین السطور ہے مجھ میں

جانے کس میں ہے عاجزی میری

جانے کس کا غرور ہے مجھ میں

کہیں باہر نظر نہیں آتا

میرا دشمن ضرور ہے مجھ میں

کرچیاں چبھ رہی ہیں سینے میں

آئنہ چور چور ہے مجھ میں

مدتوں تک سفر میں رہ کر بھی

کوئی منزل سے دور ہے مجھ میں

منتظر ہے کسی تجلی کا

ایک جو کوہ طور ہے مجھ میں

میں یہ محسوس کر رہا ہوں کمالؔ

کوئی مجھ سے ہی دور ہے مجھ میں

احمد کمال حشمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaane Kaisa Ye Nur Hai Mujh Mein

Ahmad Kamal Hashmi

jaane kaisa ye nur hai mujh mein
chand koi zarur hai mujh mein

koi paDhta nahin kabhi us ko
wo jo bainassutur hai mujh mein

jaane kis mein hai aajizi meri
jaane kis ka ghurur hai mujh mein

kahin bahar nazar nahin aata
mera dushman zarur hai mujh mein

kirchiyan chubh rahi hain sine mein
aaina chur chur hai mujh mein

muddaton tak safar mein rah kar bhi
koi manzil se dur hai mujh mein

muntazir hai kisi tajalli ka
ek jo koh-e-tur hai mujh mein

main ye mahsus kar raha hun 'kamal'
koi mujh se hi dur hai mujh mein

(831) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaane Kaisa Ye Nur Hai Mujh Mein written by Ahmad Kamal Hashmi at UrduPoint. Jaane Kaisa Ye Nur Hai Mujh Mein is one of the masterpieces written by Ahmad Kamal Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Kamal Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Kamal Hashmi' above.

Jaane Kaisa Ye Nur Hai Mujh Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaane Kaisa Ye Nur Hai Mujh Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.