Husn-e-bazar To Hai Garmi-e-bazar Nahin, Urdu Ghazal By Ahmad Kamal Hashmi

Husn-e-bazar To Hai Garmi-e-bazar Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Kamal Hashmi. Husn-e-bazar To Hai Garmi-e-bazar Nahin comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Husn-e-bazar To Hai Garmi-e-bazar Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حسن بازار تو ہے گرمئ بازار نہیں

احمد کمال حشمی

حسن بازار تو ہے گرمئ بازار نہیں

بیچنے والے ہیں سب کوئی خریدار نہیں

آؤ بتلائیں کہ وعدوں کی حقیقت کیا ہے

پیڑ اونچے ہیں سبھی کوئی ثمر دار نہیں

دل کی افتاد مزاجی سے پریشاں ہوں میں

تھی طلب جس کی اب اس کا ہی طلب گار نہیں

اب جسے دیکھو وہی گھوم رہا ہے باندھے

دستیاب اب کسی دوکان پہ دستار نہیں

اے زلیخا تو نے جو دام لگایا اب کے

اس پہ یوسف تو کوئی بکنے کو تیار نہیں

آسماں چھت ہے زمیں فرش کشادہ ہے مکاں

میرا گھر وہ ہے کہ جس کے در و دیوار نہیں

ہے سخن فہمی کا ہر شخص کو دعویٰ لیکن

کون ایسا ہے جو غالبؔ کا طرف دار نہیں

اے کمالؔ ایسے میں کیا لطف سفر پاؤ گے

راہ میں دھوپ نہیں سنگ نہیں خار نہیں

احمد کمال حشمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Husn-e-bazar To Hai Garmi-e-bazar Nahin

Ahmad Kamal Hashmi

husn-e-bazar to hai garmi-e-bazar nahin
bechne wale hain sab koi KHaridar nahin

aao batlaen ki wadon ki haqiqat kya hai
peD unche hain sabhi koi samar-dar nahin

dil ki uftad mizaji se pareshan hun main
thi talab jis ki ab us ka hi talabgar nahin

ab jise dekho wahi ghum raha hai bandhe
dastiyab ab kisi dukan pe dastar nahin

ai zuleKHa tu ne jo dam lagaya ab ke
us pe yusuf to koi bikne ko tayyar nahin

aasman chhat hai zamin farsh kushada hai makan
mera ghar wo hai ki jis ke dar-o-diwar nahin

hai suKHan-fahmi ka har shaKHs ko dawa lekin
kaun aisa hai jo 'ghaalib' ka taraf-dar nahin

ai 'kamal' aise mein kya lutf-e-safar paoge
rah mein dhup nahin sang nahin KHar nahin

(790) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Husn-e-bazar To Hai Garmi-e-bazar Nahin written by Ahmad Kamal Hashmi at UrduPoint. Husn-e-bazar To Hai Garmi-e-bazar Nahin is one of the masterpieces written by Ahmad Kamal Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Kamal Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Kamal Hashmi' above.

Husn-e-bazar To Hai Garmi-e-bazar Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Husn-e-bazar To Hai Garmi-e-bazar Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.