Tamam Jism Agar La-ubaal Hai To Rahe, Urdu Ghazal By Ahmad Nesar

Tamam Jism Agar La-ubaal Hai To Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Nesar. Tamam Jism Agar La-ubaal Hai To Rahe comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Tamam Jism Agar La-ubaal Hai To Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تمام جسم اگر لا ابال ہے تو رہے

احمد نثار

تمام جسم اگر لا ابال ہے تو رہے

وہی جو دشت میں تنہا غزال ہے تو رہے

فقیر بھول چکا ہے نصاب دنیا کا

ترے نصیب میں مال و منال ہے تو رہے

عزیز رکھتی ہے مجھ کو وطن کی خاک بہت

ترے خلوص میں رنج و ملال ہے تو رہے

کیا ہے جنگ کو رخصت مگر دعا دے کر

عدو کے پاس اگر اس کی ڈھال ہے تو رہے

تلاش کرنے کو نکلے بہت سے لوگ تجھے

نشان قدموں کا ملنا محال ہے تو رہے

حصار باندھ رہی ہے نثارؔ سرشاری

خلاف آج جنوب و شمال ہے تو رہے

احمد نثار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tamam Jism Agar La-ubaal Hai To Rahe

Ahmad Nesar

tamam jism agar la-ubaal hai to rahe
wahi jo dasht mein tanha ghazal hai to rahe

faqir bhul chuka hai nisab duniya ka
tere nasib mein mal-o-manal hai to rahe

aziz rakhti hai mujh ko watan ki KHak bahut
tere KHulus mein ranj-o-malal hai to rahe

kiya hai jang ko ruKHsat magar dua de kar
adu ke pas agar us ki Dhaal hai to rahe

talash karne ko nikle bahut se log tujhe
nishan qadmon ka milna muhaal hai to rahe

hisar bandh rahi hai 'nisar' sarshaari
KHilaf aaj junub-o-shumal hai to rahe

(604) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tamam Jism Agar La-ubaal Hai To Rahe written by Ahmad Nesar at UrduPoint. Tamam Jism Agar La-ubaal Hai To Rahe is one of the masterpieces written by Ahmad Nesar. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Nesar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Nesar' above.

Tamam Jism Agar La-ubaal Hai To Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tamam Jism Agar La-ubaal Hai To Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.