Lahu-luhan Sa Manzar Hamari Aankh Mein Hai, Urdu Ghazal By Ahsan Imam Ahsan

Lahu-luhan Sa Manzar Hamari Aankh Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahsan Imam Ahsan. Lahu-luhan Sa Manzar Hamari Aankh Mein Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Lahu-luhan Sa Manzar Hamari Aankh Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لہو لہان سا منظر ہماری آنکھ میں ہے

احسن امام احسن

لہو لہان سا منظر ہماری آنکھ میں ہے

ہمارا جلتا ہوا گھر ہماری آنکھ میں ہے

فساد میں جو تباہی ہوئی ہمارے یہاں

اسی کا آج بھی اک ڈر ہماری آنکھ میں ہے

ہماری سمت اچھالا گیا تھا جو اک دن

لہو سے سرخ وہ پتھر ہماری آنکھ میں ہے

نظام ہند کا بگڑا ہے جب سے اے احسنؔ

تبھی سے سرخ سمندر ہماری آنکھ میں ہے

اسے نہ چھین سکا کوئی مجھ سے اے احسنؔ

ابھرتا ڈوبتا اختر ہماری آنکھ میں ہے

احسن امام احسن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lahu-luhan Sa Manzar Hamari Aankh Mein Hai

Ahsan Imam Ahsan

lahu-luhan sa manzar hamari aankh mein hai
hamara jalta hua ghar hamari aankh mein hai

fasad mein jo tabahi hui hamare yahan
usi ka aaj bhi ek Dar hamari aankh mein hai

hamari samt uchhaala gaya tha jo ek din
lahu se surKH wo patthar hamari aankh mein hai

nizam hind ka bigDa hai jab se ai 'ahsan'
tabhi se surKH samundar hamari aankh mein hai

use na chhin saka koi mujh se ai 'ahsan'
ubharta Dubta aKHtar hamari aankh mein hai

(657) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lahu-luhan Sa Manzar Hamari Aankh Mein Hai written by Ahsan Imam Ahsan at UrduPoint. Lahu-luhan Sa Manzar Hamari Aankh Mein Hai is one of the masterpieces written by Ahsan Imam Ahsan. You can also find the complete poetry collection of Ahsan Imam Ahsan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahsan Imam Ahsan' above.

Lahu-luhan Sa Manzar Hamari Aankh Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lahu-luhan Sa Manzar Hamari Aankh Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.