Kya Kisi Baat Ki Saza Hai Mujhe, Urdu Ghazal By Ain Irfan

Kya Kisi Baat Ki Saza Hai Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ain Irfan. Kya Kisi Baat Ki Saza Hai Mujhe comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Kya Kisi Baat Ki Saza Hai Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیا کسی بات کی سزا ہے مجھے

عین عرفان

کیا کسی بات کی سزا ہے مجھے

راستہ پھر بلا رہا ہے مجھے

زندہ رہنے کی مجھ کو عادت ہے

روز مرنے کا تجربہ ہے مجھے

اتنا گم ہوں کے اب مرا سایا

میرے اندر بھی ڈھونڈتا ہے مجھے

چاند کو دیکھ کر یوں لگتا ہے

چاند سے کوئی دیکھتا ہے مجھے

پہلے تو جستجو تھی منزل کی

اب کوئی کام دوسرا ہے مجھے

یے مری نیند کس مقام پہ ہے

خواب میں خواب دکھ رہا ہے مجھے

آئنہ میں چھپا ہوا چہرہ

ایسا لگتا ہے جانتا ہے مجھے

عین عرفان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kya Kisi Baat Ki Saza Hai Mujhe

Ain Irfan

kya kisi baat ki saza hai mujhe
rasta phir bula raha hai mujhe

zinda rahne ki mujh ko aadat hai
roz marne ka tajraba hai mujhe

itna gum hun ke ab mera saya
mere andar bhi DhunDta hai mujhe

chand ko dekh kar yun lagta he
chand se koi dekhta hai mujhe

pahle to justuju thi manzil ki
ab koi kaam dusra he mujhe

ye meri nind kis maqam pe hai
KHwab mein KHwab dikh raha hai mujhe

aaine mein chhupa hua chehra
aisa lagta hai jaanta hai mujhe

(773) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kya Kisi Baat Ki Saza Hai Mujhe written by Ain Irfan at UrduPoint. Kya Kisi Baat Ki Saza Hai Mujhe is one of the masterpieces written by Ain Irfan. You can also find the complete poetry collection of Ain Irfan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ain Irfan' above.

Kya Kisi Baat Ki Saza Hai Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kya Kisi Baat Ki Saza Hai Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.