Ye Baat Bhi Na Jaante Anjaan Hain Sabhi, Urdu Ghazal By Ajay Agyat

Ye Baat Bhi Na Jaante Anjaan Hain Sabhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ajay Agyat. Ye Baat Bhi Na Jaante Anjaan Hain Sabhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Baat Bhi Na Jaante Anjaan Hain Sabhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ بات بھی نہ جانتے انجان ہیں سبھی

اجے اگیات

یہ بات بھی نہ جانتے انجان ہیں سبھی

دنیا میں چند روز کے مہمان ہیں سبھی

موجود گھر میں سکھ کے یوں سامان ہیں سبھی

پھر بھی یہاں پے لوگ پریشان ہیں سبھی

انسانیت سے بڑھ کے نہ مذہب کوئی بھی ہے

یہ بات جو نہ جانتے نادان ہیں سبھی

دنیا میں ان کو رتبہ زیادہ نہ مل سکا

اتنی سی بات ہی سے پشیمان ہیں سبھی

ویرانیوں میں چیخنے والا یہ کون ہے

یہ بات سوچ سوچ کے حیران ہیں سبھی

بے بات کا ہی خوف تھا اس امتحان کا

اگیاتؔ یہ سوال تو آسان ہیں سبھی

اجے اگیات

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Baat Bhi Na Jaante Anjaan Hain Sabhi

Ajay Agyat

ye baat bhi na jaante anjaan hain sabhi
duniya mein chand roz ke mehman hain sabhi

maujud ghar mein sukh ke yun saman hain sabhi
phir bhi yahan pe log pareshan hain sabhi

insaniyat se baDh ke na mazhab koi bhi hai
ye baat jo na jaante nadan hain sabhi

duniya mein un ko rutba ziyaada na mil saka
itni si baat hi se pasheman hain sabhi

viraniyon mein chiKHne wala ye kaun hai
ye baat soch soch ke hairan hain sabhi

be-baat ka hi KHauf tha is imtihan ka
'agyat' ye sawal to aasan hain sabhi

(585) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Baat Bhi Na Jaante Anjaan Hain Sabhi written by Ajay Agyat at UrduPoint. Ye Baat Bhi Na Jaante Anjaan Hain Sabhi is one of the masterpieces written by Ajay Agyat. You can also find the complete poetry collection of Ajay Agyat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ajay Agyat' above.

Ye Baat Bhi Na Jaante Anjaan Hain Sabhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Baat Bhi Na Jaante Anjaan Hain Sabhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.