Charcha Hai Aaj Bas Yahi Har Ek Zaban Par, Urdu Ghazal By Ajay Agyat

Charcha Hai Aaj Bas Yahi Har Ek Zaban Par is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ajay Agyat. Charcha Hai Aaj Bas Yahi Har Ek Zaban Par comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Charcha Hai Aaj Bas Yahi Har Ek Zaban Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چرچا ہے آج بس یہی ہر اک زبان پر

اجے اگیات

چرچا ہے آج بس یہی ہر اک زبان پر

جلدی بنے گی فلم مری داستان پر

میں نے جما کے رکھے ہیں دھرتی پے اپنے پاؤں

نظریں ٹکی ہوئیں ہیں بھلے آسمان پر

اس اور رخ بھی کرتے ہوئے ڈر رہے تھے لوگ

قبضہ نہ کر سکا کوئی دل کے مکان پر

اس بات پر ریسرچ کریں گے کہ آخرش

کیوں تیر کا نشان ہے دل کے نشان پر

اگیاتؔ جب سے غم نے ہے گھس پیٹھ دل میں کی

بن آئی ہے تبھی سے تو خوشیوں کی جان پر

اجے اگیات

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Charcha Hai Aaj Bas Yahi Har Ek Zaban Par

Ajay Agyat

charcha hai aaj bas yahi har ek zaban par
jaldi banegi film meri dastan par

main ne jama ke rakhe hain dharti pe apne panw
nazren Tiki huin hain bhale aasman par

is or ruKH bhi karte hue Dar rahe the log
qabza na kar saka koi dil ke makan par

is baat par research karenge ki aaKHirash
kyon tir ka nishan hai dil ke nishan par

'agyat' jab se gham ne hai ghuspaiTh dil mein ki
ban aai hai tabhi se to KHushiyon ki jaan par

(579) ووٹ وصول ہوئے

You can read Charcha Hai Aaj Bas Yahi Har Ek Zaban Par written by Ajay Agyat at UrduPoint. Charcha Hai Aaj Bas Yahi Har Ek Zaban Par is one of the masterpieces written by Ajay Agyat. You can also find the complete poetry collection of Ajay Agyat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ajay Agyat' above.

Charcha Hai Aaj Bas Yahi Har Ek Zaban Par is a widely read Urdu Ghazal. If you like Charcha Hai Aaj Bas Yahi Har Ek Zaban Par, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.