Mere Andar Jo Ek Faqiri Hai, Urdu Ghazal By Ajay Sahaab

Mere Andar Jo Ek Faqiri Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ajay Sahaab. Mere Andar Jo Ek Faqiri Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Andar Jo Ek Faqiri Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرے اندر جو اک فقیری ہے

اجے سحاب

میرے اندر جو اک فقیری ہے

یہ ہی سب سے بڑی امیری ہے

کچھ نہیں ہے مگر سبھی کچھ ہے

دیکھ کیسی جہان گیری ہے

پنکھڑی اک گلاب کے جیسی

میرے شعروں میں ایسی میری ہے

شعر کہتا ہے بیچ دیتا ہے

تجھ میں کیسی یہ لا ضمیری ہے

تجھ سے رشتہ کبھی نہیں سلجھا

اس کی فطرت ہی کاشمیری ہے

روح اور جسم سرخ ہیں خوں سے

پھر بھی یہ پیرہن حریری ہے

اجے سحاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Andar Jo Ek Faqiri Hai

Ajay Sahaab

mere andar jo ek faqiri hai
ye hi sab se baDi amiri hai

kuchh nahin hai magar sabhi kuchh hai
dekh kaisi jahan-giri hai

pankhuDi ek gulab ke jaisi
mere sheron mein aisi meri hai

sher kahta hai bech deta hai
tujhmen kaisi ye la-zamiri hai

tujh se rishta kabhi nahin suljha
us ki fitrat hi kashmiri hai

ruh aur jism surKH hain KHun se
phir bhi ye pairahan hariri hai

(888) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Andar Jo Ek Faqiri Hai written by Ajay Sahaab at UrduPoint. Mere Andar Jo Ek Faqiri Hai is one of the masterpieces written by Ajay Sahaab. You can also find the complete poetry collection of Ajay Sahaab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ajay Sahaab' above.

Mere Andar Jo Ek Faqiri Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Andar Jo Ek Faqiri Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.