Un Ke Adna Ghulam Ho Kar Bhi, Urdu Ghazal By Ajit Singh Badal

Un Ke Adna Ghulam Ho Kar Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ajit Singh Badal. Un Ke Adna Ghulam Ho Kar Bhi comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Un Ke Adna Ghulam Ho Kar Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ان کے ادنیٰ غلام ہو کر بھی

اجیت سنگھ بادل

ان کے ادنیٰ غلام ہو کر بھی

ہم رہے خاص عام ہو کر بھی

بے وفائی نہ کی سمندر سے

موج نے بے لگام ہو کر بھی

دل کی دنیا نہ کر سکے روشن

آپ ماہ تمام ہو کر بھی

کیسے راون کا کام کر بیٹھے

نام کے آپ رام ہو کر بھی

ہم نہیں تیرے پیار کے لائق

قابل احترام ہو کر بھی

پیار کرنے کی بھول کر بیٹھا

شخص وہ نیک نام ہو کر بھی

پیاسی پیاسی ہی رہ گئی بادلؔ

زندگی نذر جام ہو کر بھی

اجیت سنگھ بادل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Un Ke Adna Ghulam Ho Kar Bhi

Ajit Singh Badal

un ke adna ghulam ho kar bhi
hum rahe KHas aam ho kar bhi

bewafai na ki samundar se
mauj ne be-lagam ho kar bhi

dil ki duniya na kar sake raushan
aap mah-e-tamam ho kar bhi

kaise rawan ka kaam kar baiThe
nam ke aap ram ho kar bhi

hum nahin tere pyar ke laeq
qabil-e-ehtiram ho kar bhi

pyar karne ki bhul kar baiTha
shaKHs wo nek nam ho kar bhi

pyasi pyasi hi rah gai 'baadal'
zindagi nazr-e-jam ho kar bhi

(924) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Un Ke Adna Ghulam Ho Kar Bhi written by Ajit Singh Badal at UrduPoint. Un Ke Adna Ghulam Ho Kar Bhi is one of the masterpieces written by Ajit Singh Badal. You can also find the complete poetry collection of Ajit Singh Badal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ajit Singh Badal' above.

Un Ke Adna Ghulam Ho Kar Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Un Ke Adna Ghulam Ho Kar Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.