Ek Raaz-e-gham-e-dil Jab KHud Rah Na Saka Dil Tak, Urdu Ghazal By Aleem Masroor

Ek Raaz-e-gham-e-dil Jab KHud Rah Na Saka Dil Tak is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aleem Masroor. Ek Raaz-e-gham-e-dil Jab KHud Rah Na Saka Dil Tak comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Raaz-e-gham-e-dil Jab KHud Rah Na Saka Dil Tak on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک راز غم دل جب خود رہ نہ سکا دل تک

علیم مسرور

اک راز غم دل جب خود رہ نہ سکا دل تک

ہونے دو یہ رسوائی تم تک ہو کہ محفل تک

افسانہ محبت کا پورا ہو تو کیسے ہو

کچھ ہے دل قاتل تک کچھ ہے دل بسمل تک

بس ایک نظر جس کی آتش زن محفل ہے

وہ برق مجسم ہے محدود مرے دل تک

یہ راہ محبت ہے سب اس میں برابر ہیں

بھٹکے ہوئے راہی سے خضر رہ منزل تک

ہے عزم جواں سب کچھ طوفان حوادث میں

ساحل کا بھروسہ کیا یہ جاتا ہے ساحل تک

علیم مسرور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Raaz-e-gham-e-dil Jab KHud Rah Na Saka Dil Tak

Aleem Masroor

ek raaz-e-gham-e-dil jab KHud rah na saka dil tak
hone do ye ruswai tum tak ho ki mahfil tak

afsana mohabbat ka pura ho to kaise ho
kuchh hai dil-e-qatil tak kuchh hai dil-e-bismil tak

bas ek nazar jis ki aatish-zan-e-mahfil hai
wo barq-e-mujassam hai mahdud mere dil tak

ye rah-e-mohabbat hai sab is mein barabar hain
bhaTke hue rahi se KHizar-e-rah-e-manzil tak

hai azm-e-jawan sab kuchh tufan-e-hawadis mein
sahil ka bharosa kiya ye jaata hai sahil tak

(551) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Raaz-e-gham-e-dil Jab KHud Rah Na Saka Dil Tak written by Aleem Masroor at UrduPoint. Ek Raaz-e-gham-e-dil Jab KHud Rah Na Saka Dil Tak is one of the masterpieces written by Aleem Masroor. You can also find the complete poetry collection of Aleem Masroor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aleem Masroor' above.

Ek Raaz-e-gham-e-dil Jab KHud Rah Na Saka Dil Tak is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Raaz-e-gham-e-dil Jab KHud Rah Na Saka Dil Tak, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.