Lati Hai Subh Nur Ke Paigham Roz Roz, Urdu Ghazal By Ali Raza Aseer

Lati Hai Subh Nur Ke Paigham Roz Roz is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ali Raza Aseer. Lati Hai Subh Nur Ke Paigham Roz Roz comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lati Hai Subh Nur Ke Paigham Roz Roz on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لاتی ہے صبح نور کے پیغام روز روز

علی رضا اسیر

لاتی ہے صبح نور کے پیغام روز روز

چھڑتا ہے ساز گردش ایام روز روز

ہوتی ہے روز روز یہاں صبح جس طرح

ہوتی اسی طرح ہے یہاں شام روز روز

پانے کی بھولنے کی تجھے وقت مرگ تک

کرتے رہیں گے کوشش ناکام روز روز

آغاز اختتام میں اپنے وجود کا

دیکھیں گے اپنی آنکھ سے انجام روز روز

دیوار میں سر اپنا جو ماروں تو گونجے گا

آتا ہے ذہن میں جو ترا نام روز روز

ہر شب کو آنسوؤں میں نہائی ہوئی ہے آنکھ

دل لے رہا ہے خون میں حمام روز روز

علی رضا اسیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lati Hai Subh Nur Ke Paigham Roz Roz

Ali Raza Aseer

lati hai subh nur ke paigham roz roz
chhiDta hai saz-e-gardish-e-ayyam roz roz

hoti hai roz roz yahan subh jis tarah
hoti isi tarah hai yahan sham roz roz

pane ki bhulne ki tujhe waqt-e-marg tak
karte rahenge koshish-e-nakaam roz roz

aaghaz iKHtitam mein apne wajud ka
dekhenge apni aankh se anjam roz roz

diwar mein sar apna jo marun to gunjega
aata hai zehn mein jo tera nam roz roz

har shab ko aansuon mein nahai hui hai aankh
dil le raha hai KHun mein hammam roz roz

(583) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lati Hai Subh Nur Ke Paigham Roz Roz written by Ali Raza Aseer at UrduPoint. Lati Hai Subh Nur Ke Paigham Roz Roz is one of the masterpieces written by Ali Raza Aseer. You can also find the complete poetry collection of Ali Raza Aseer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ali Raza Aseer' above.

Lati Hai Subh Nur Ke Paigham Roz Roz is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lati Hai Subh Nur Ke Paigham Roz Roz, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.