Junun Mein Qalb-o-jigar Ke TukDon Ke Marhalon Se Guzar Gaya Hun, Urdu Ghazal By Ameer Hamza Aazmi

Junun Mein Qalb-o-jigar Ke TukDon Ke Marhalon Se Guzar Gaya Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Hamza Aazmi. Junun Mein Qalb-o-jigar Ke TukDon Ke Marhalon Se Guzar Gaya Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Junun Mein Qalb-o-jigar Ke TukDon Ke Marhalon Se Guzar Gaya Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جنوں میں قلب و جگر کے ٹکڑوں کے مرحلوں سے گزر گیا ہوں

امیر حمزہ اعظمی

جنوں میں قلب و جگر کے ٹکڑوں کے مرحلوں سے گزر گیا ہوں

میں اشک بن کر صلیب مژگاں پہ ریزہ ریزہ بکھر گیا ہوں

بڑا دلاور بڑا سخی ہوں کہ دشمنوں کی کمین گہہ میں

میں آج اپنے ہی نیزے کی نوک پہ لے کے اپنا ہی سر گیا ہوں

مرے اعزا مجھے بٹوریں کہ میں بھی یک مشت مر کے دیکھوں

کہ وقفے وقفے سے تھوڑا تھوڑا بہت سی قسطوں میں مر گیا ہوں

ہر ایک منظر وقار شعر و ادب کی سوداگری کا منظر

میں خواب میں ہوں کہ جاگتا ہوں میں جی رہا ہوں کہ مر گیا ہوں

مرا شعور و شعار و اشعار سب حد لا شعور میں ہیں

بساط نقد و نظر کے سر سے مثال صرصر گزر گیا ہوں

امیر حمزہ اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Junun Mein Qalb-o-jigar Ke TukDon Ke Marhalon Se Guzar Gaya Hun

Ameer Hamza Aazmi

junun mein qalb-o-jigar ke TukDon ke marhalon se guzar gaya hun
main ashk ban kar salib-e-mizhgan pe reza-reza bikhar gaya hun

baDa dilawar baDa saKHi hun ki dushmanon ki kamin-gah mein
main aaj apne hi neze ki nok pe le ke apna hi sar gaya hun

mere aizza mujhe baToren ki main bhi yak-musht mar ke dekhun
ki waqfe-waqfe se thoDa thoDa bahut si qiston mein mar gaya hun

har ek manzar waqar-e-sher-o-adab ki saudagari ka manzar
main KHwab mein hun ki jagta hun main ji raha hun ki mar gaya hun

mera shuur-o-shiar-o-ashaar sab had-e-la-shuur mein hain
bisat-e-naqd-o-nazar ke sar se misal-e-sarsar guzar gaya hon

(292) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Junun Mein Qalb-o-jigar Ke TukDon Ke Marhalon Se Guzar Gaya Hun written by Ameer Hamza Aazmi at UrduPoint. Junun Mein Qalb-o-jigar Ke TukDon Ke Marhalon Se Guzar Gaya Hun is one of the masterpieces written by Ameer Hamza Aazmi. You can also find the complete poetry collection of Ameer Hamza Aazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Hamza Aazmi' above.

Junun Mein Qalb-o-jigar Ke TukDon Ke Marhalon Se Guzar Gaya Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Junun Mein Qalb-o-jigar Ke TukDon Ke Marhalon Se Guzar Gaya Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.