KHayal-e-yar Ka Sikka Uchhaalne Mein Gaya, Urdu Ghazal By Amir Hamza Saqib

KHayal-e-yar Ka Sikka Uchhaalne Mein Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Amir Hamza Saqib. KHayal-e-yar Ka Sikka Uchhaalne Mein Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHayal-e-yar Ka Sikka Uchhaalne Mein Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خیال یار کا سکہ اچھالنے میں گیا

امیر حمزہ ثاقب

خیال یار کا سکہ اچھالنے میں گیا

جنوں خریطۂ زر تھا سنبھالنے میں گیا

لہو جگر کا ہوا صرف رنگ دست حنا

جو سودا سر میں تھا صحرا کھنگالنے میں گیا

گریز پا تھا بہت حسن پارۂ ہستی

سو عرصہ عمر کا زنجیر ڈالنے میں گیا

نہال یادوں کی چاندی میں شب تو دن سارا

کسی کے ذکر کا سونا اچھالنے میں گیا

تھی دست گاہ بیاں پر مگر کمال ہنر

غم حیات کے قصوں کو ٹالنے میں گیا

امیر حمزہ ثاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHayal-e-yar Ka Sikka Uchhaalne Mein Gaya

Amir Hamza Saqib

KHayal-e-yar ka sikka uchhaalne mein gaya
junun KHarita-e-zar tha sambhaalne mein gaya

lahu jigar ka hua sarf-e-rang-e-dast-e-hina
jo sauda sar mein tha sahra khangalne mein gaya

gurez-pa tha bahut husn-para-e-hasti
so arsa umr ka zanjir Dalne mein gaya

nihaal yaadon ki chandi mein shab to din sara
kisi ke zikr ka sona uchhaalne mein gaya

thi dast-gah bayan par magar kamal-e-hunar
gham-e-hayat ke qisson ko Talne mein gaya

(730) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHayal-e-yar Ka Sikka Uchhaalne Mein Gaya written by Amir Hamza Saqib at UrduPoint. KHayal-e-yar Ka Sikka Uchhaalne Mein Gaya is one of the masterpieces written by Amir Hamza Saqib. You can also find the complete poetry collection of Amir Hamza Saqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Amir Hamza Saqib' above.

KHayal-e-yar Ka Sikka Uchhaalne Mein Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHayal-e-yar Ka Sikka Uchhaalne Mein Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.