Aap RuKH Par Naqab Rakhte Hain, Urdu Ghazal By Anis Shah Anis

Aap RuKH Par Naqab Rakhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anis Shah Anis. Aap RuKH Par Naqab Rakhte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aap RuKH Par Naqab Rakhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آپ رخ پر نقاب رکھتے ہیں

انیس شاہ انیس

آپ رخ پر نقاب رکھتے ہیں

ابر میں ماہتاب رکھتے ہیں

تم کو سائے میں دھوپ لگتی ہے

سر پہ ہم آفتاب رکھتے ہیں

شوق سے کیجئے جفا ہم پر

ہم کہاں اب حساب رکھتے ہیں

تلخ لہجہ ہے آپ کا پھر بھی

لب پہ ہم جی جناب رکھتے ہیں

آپ پتھر اچھالیے بے شک

ہاتھ میں ہم گلاب رکھتے ہیں

شاعری آپ بھی کیا کیجے

شوق تو یہ نواب رکھتے ہیں

چبھتے ہو جو انیسؔ آنکھوں میں

ہم کہاں ایسے خواب رکھتے ہیں

انیس شاہ انیس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aap RuKH Par Naqab Rakhte Hain

Anis Shah Anis

aap ruKH par naqab rakhte hain
abr mein mahtab rakhte hain

tum ko sae mein dhup lagti hai
sar pe hum aaftab rakhte hain

shauq se kijiye jafa hum par
hum kahan ab hisab rakhte hain

talKH lahja hai aap ka phir bhi
lab pe hum ji janab rakhte hain

aap patthar uchhaaliye be-shak
hath mein hum gulab rakhte hain

shairi aap bhi kiya kije
shauq to ye nawab rakhte hain

chubhte ho jo 'anis' aankhon mein
hum kahan aise KHwab rakhte hain

(1108) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aap RuKH Par Naqab Rakhte Hain written by Anis Shah Anis at UrduPoint. Aap RuKH Par Naqab Rakhte Hain is one of the masterpieces written by Anis Shah Anis. You can also find the complete poetry collection of Anis Shah Anis by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anis Shah Anis' above.

Aap RuKH Par Naqab Rakhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aap RuKH Par Naqab Rakhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.