Na Faeda Ho To Phir Be-sabab Nahin Aate, Urdu Ghazal By Anjana Singh Sengar

Na Faeda Ho To Phir Be-sabab Nahin Aate is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anjana Singh Sengar. Na Faeda Ho To Phir Be-sabab Nahin Aate comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Faeda Ho To Phir Be-sabab Nahin Aate on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ فائدہ ہو تو پھر بے سبب نہیں آتے

انجنا سنگھ سینگر

نہ فائدہ ہو تو پھر بے سبب نہیں آتے

مزاج پوچھنے والے بھی اب نہیں آتے

میں اپنی موج میں بہتی ہوں انجناؔ ہر پل

مجھے زمانہ کے یہ طور ڈھب نہیں آتے

یہ صبح و شام جو ظلم و ستم کی بارش ہے

تری زمین پہ یوں ہی غضب نہیں آتے

میں ڈھلنا چاہ کے بھی اس میں ڈھل نہیں سکتی

یہاں کے طور مجھے اتنے سب نہیں آتے

کبھی کبھی ترا پیغام لے کے آتے تھے

فرشتے وہ بھی مگر تیرے اب نہیں آتے

میں سیدھی سادی زباں میں کروں ہوں ابھیوادن

مجھے بناوٹی جھوٹھے لقب نہیں آتے

میں اپنے شبدوں کو آداب بھی سکھاتی ہوں

غزل میں لفظ مرے بے ادب نہیں آتے

انجنا سنگھ سینگر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Faeda Ho To Phir Be-sabab Nahin Aate

Anjana Singh Sengar

na faeda ho to phir be-sabab nahin aate
mizaj puchhne wale bhi ab nahin aate

main apni mauj mein bahti hun 'anjana' har pal
mujhe zamane ke ye taur Dhab nahin aate

ye subh-o-sham jo zulm-o-sitam ki barish hai
teri zamin pe yunhi ghazab nahin aate

main Dhalna chah ke bhi is mein Dhal nahin sakti
yahan ke taur mujhe itne sab nahin aate

kabhi kabhi tera paigham le ke aate the
farishte wo bhi magar tere ab nahin aate

main sidhi-sadi zaban mein karun hun abhiwadan
mujhe banawaTi jhuThe laqab nahin aate

main apne shabdon ko aadab bhi sikhati hun
ghazal mein lafz mere be-adab nahin aate

(598) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Faeda Ho To Phir Be-sabab Nahin Aate written by Anjana Singh Sengar at UrduPoint. Na Faeda Ho To Phir Be-sabab Nahin Aate is one of the masterpieces written by Anjana Singh Sengar. You can also find the complete poetry collection of Anjana Singh Sengar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anjana Singh Sengar' above.

Na Faeda Ho To Phir Be-sabab Nahin Aate is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Faeda Ho To Phir Be-sabab Nahin Aate, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.