KHayal Jaan Se BaDh Kar Safar Mein Rahta Hai, Urdu Ghazal By Anjum Barabankvi

KHayal Jaan Se BaDh Kar Safar Mein Rahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anjum Barabankvi. KHayal Jaan Se BaDh Kar Safar Mein Rahta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHayal Jaan Se BaDh Kar Safar Mein Rahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خیال جان سے بڑھ کر سفر میں رہتا ہے

انجم بارہ بنکوی

خیال جان سے بڑھ کر سفر میں رہتا ہے

وہ میری روح کے اندر سفر میں رہتا ہے

جو سارے دن کی تھکن اوڑھ کر میں سوتا ہوں

تو ساری رات مرا گھر سفر میں رہتا ہے

جنم جنم سے مری پیاس سر پٹکتی ہے

جنم جنم سے سمندر سفر میں رہتا ہے

مرا یقین کرو اس کے پاؤں میں تل ہے

اسی لئے وہ برابر سفر میں رہتا ہے

میں دل ہی دل میں جسے پوجنے لگا ہوں بہت

وہ دیوتا نہیں پتھر سفر میں رہتا ہے

انجم بارہ بنکوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHayal Jaan Se BaDh Kar Safar Mein Rahta Hai

Anjum Barabankvi

KHayal jaan se baDh kar safar mein rahta hai
wo meri ruh ke andar safar mein rahta hai

jo sare din ki thakan oDh kar main sota hun
to sari raat mera ghar safar mein rahta hai

janam janam se meri pyas sar paTakti hai
janm janm se samundar safar mein rahta hai

mera yaqin karo us ke panw mein til hai
isi liye wo barabar safar mein rahta hai

main dil hi dil mein jise pujne laga hun bahut
wo dewta nahin patthar safar mein rahta hai

(724) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHayal Jaan Se BaDh Kar Safar Mein Rahta Hai written by Anjum Barabankvi at UrduPoint. KHayal Jaan Se BaDh Kar Safar Mein Rahta Hai is one of the masterpieces written by Anjum Barabankvi. You can also find the complete poetry collection of Anjum Barabankvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anjum Barabankvi' above.

KHayal Jaan Se BaDh Kar Safar Mein Rahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHayal Jaan Se BaDh Kar Safar Mein Rahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.