Isi Chaman Mein Mera Nazm-e-ashiyan Badla, Urdu Ghazal By Anjum Fauqi Badayuni

Isi Chaman Mein Mera Nazm-e-ashiyan Badla is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anjum Fauqi Badayuni. Isi Chaman Mein Mera Nazm-e-ashiyan Badla comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Isi Chaman Mein Mera Nazm-e-ashiyan Badla on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اسی چمن میں مرا نظم آشیاں بدلا

انجم فوقی بدایونی

اسی چمن میں مرا نظم آشیاں بدلا

یہی زمیں ہے جہاں مجھ پہ آسماں بدلا

نظام برق و نشیمن سے ہر سماں بدلا

مگر یہ دیکھ کبھی رنگ باغباں بدلا

کہیں چمن پہ نہ ٹوٹے کوئی بلا صیاد

یہ انقلاب مبارک کہ آشیاں بدلا

خدا کرے کہ خلاف وفا نہ ہو انجام

مجھے خبر ہے جس امید پر جہاں بدلا

تری نظر کے اشارے ہی کچھ کہیں تو کہیں

مجھے تو ہوش نہیں میں کہاں کہاں بدلا

انجم فوقی بدایونی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Isi Chaman Mein Mera Nazm-e-ashiyan Badla

Anjum Fauqi Badayuni

isi chaman mein mera nazm-e-ashiyan badla
yahi zamin hai jahan mujh pe aasman badla

nizam-e-barq-o-nasheman se har saman badla
magar ye dekh kabhi rang-e-baghban badla

kahin chaman pe na TuTe koi bala sayyaad
ye inqalab mubarak ki aashiyan badla

KHuda kare ki KHilaf-e-wafa na ho anjam
mujhe KHabar hai jis ummid par jahan badla

teri nazar ke ishaare hi kuchh kahen to kahen
mujhe to hosh nahin main kahan kahan badla

(677) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Isi Chaman Mein Mera Nazm-e-ashiyan Badla written by Anjum Fauqi Badayuni at UrduPoint. Isi Chaman Mein Mera Nazm-e-ashiyan Badla is one of the masterpieces written by Anjum Fauqi Badayuni. You can also find the complete poetry collection of Anjum Fauqi Badayuni by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anjum Fauqi Badayuni' above.

Isi Chaman Mein Mera Nazm-e-ashiyan Badla is a widely read Urdu Ghazal. If you like Isi Chaman Mein Mera Nazm-e-ashiyan Badla, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.