Rafta Rafta Aasman Utra Zamin Ke Us Taraf, Urdu Ghazal By Annkit Gautam

Rafta Rafta Aasman Utra Zamin Ke Us Taraf is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Annkit Gautam. Rafta Rafta Aasman Utra Zamin Ke Us Taraf comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rafta Rafta Aasman Utra Zamin Ke Us Taraf on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رفتہ رفتہ آسماں اترا زمیں کے اس طرف

انکت گوتم

رفتہ رفتہ آسماں اترا زمیں کے اس طرف

میں نے بویا تھا کبھی سبزہ زمیں کے اس طرف

اس زمیں پر پیاس کی شدت ہوئی تھی کب عیاں

کس نے سوچا تھا نہاں دریا زمیں کے اس طرف

آسماں کے رنگ سارے حیرتوں کے عکس ہیں

وہ ہے اک چہرہ پس پردہ زمیں کے اس طرف

میرے ہونے کا گماں اس بھیڑ میں ہے مبتلا

اور میں تنہا بہت تنہا زمیں کے اس طرف

ایک تارہ ٹوٹنے کی چاہ میں بے چین ہے

منتظر ہوگا کوئی بچہ زمیں کے اس طرف

انکت گوتم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rafta Rafta Aasman Utra Zamin Ke Us Taraf

Annkit Gautam

rafta rafta aasman utra zamin ke us taraf
main ne boya tha kabhi sabza zamin ke us taraf

is zamin par pyas ki shiddat hui thi kab ayan
kis ne socha tha nihan dariya zamin ke us taraf

aasman ke rang sare hairaton ke aks hain
wo hai ek chehra pas-e-parda zamin ke us taraf

mere hone ka guman is bhiD mein hai mubtala
aur main tanha bahut tanha zamin ke us taraf

ek tara TuTne ki chah mein bechain hai
muntazir hoga koi bachcha zamin ke us taraf

(652) ووٹ وصول ہوئے

You can read Rafta Rafta Aasman Utra Zamin Ke Us Taraf written by Annkit Gautam at UrduPoint. Rafta Rafta Aasman Utra Zamin Ke Us Taraf is one of the masterpieces written by Annkit Gautam. You can also find the complete poetry collection of Annkit Gautam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Annkit Gautam' above.

Rafta Rafta Aasman Utra Zamin Ke Us Taraf is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rafta Rafta Aasman Utra Zamin Ke Us Taraf, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.