Zindagi Mujhko Meri Nazron Mein Sharminda Na Kar, Urdu Ghazal By Aqeel Shadab

Zindagi Mujhko Meri Nazron Mein Sharminda Na Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aqeel Shadab. Zindagi Mujhko Meri Nazron Mein Sharminda Na Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zindagi Mujhko Meri Nazron Mein Sharminda Na Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زندگی مجھ کو مری نظروں میں شرمندہ نہ کر

عقیل شاداب

زندگی مجھ کو مری نظروں میں شرمندہ نہ کر

مر چکا ہے جو بہت پہلے اسے زندہ نہ کر

حال کا یہ دکھ ترے ماضی کی تجھ کو دین ہے

آج تک جو کچھ کیا تو نے وہ آئندہ نہ کر

تو بھی اس طوفان میں اک ریت کی دیوار ہے

اپنی ہستی بھول کر ہر ایک کی نندہ نہ کر

سو گنا ہوتے ہوئے بھی جس نے بازی ہار دی

ایسی بزدل بھیڑ کا مجھ کو نمائندہ نہ کر

جسم کیا شے ہے کہ میری روح تک جل جائے گی

آگ میں اپنی جلا کر مجھ کو تابندہ نہ کر

عقیل شاداب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zindagi Mujhko Meri Nazron Mein Sharminda Na Kar

Aqeel Shadab

zindagi mujh ko meri nazron mein sharminda na kar
mar chuka hai jo bahut pahle use zinda na kar

haal ka ye dukh tere mazi ki tujh ko den hai
aaj tak jo kuchh kiya tu ne wo aainda na kar

to bhi is tufan mein ek ret ki diwar hai
apni hasti bhul kar har ek ki ninda na kar

sau-guna hote hue bhi jis ne bazi haar di
aisi buzdil bhiD ka mujh ko numainda na kar

jism kya shai hai ki meri ruh tak jal jaegi
aag mein apni jala kar mujh ko tabinda na kar

(628) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zindagi Mujhko Meri Nazron Mein Sharminda Na Kar written by Aqeel Shadab at UrduPoint. Zindagi Mujhko Meri Nazron Mein Sharminda Na Kar is one of the masterpieces written by Aqeel Shadab. You can also find the complete poetry collection of Aqeel Shadab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aqeel Shadab' above.

Zindagi Mujhko Meri Nazron Mein Sharminda Na Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zindagi Mujhko Meri Nazron Mein Sharminda Na Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.