Nur-afshan Hai Wo Zulmat Mein Ujalon Ki Tarah, Urdu Ghazal By Arsh Sahbai

Nur-afshan Hai Wo Zulmat Mein Ujalon Ki Tarah is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arsh Sahbai. Nur-afshan Hai Wo Zulmat Mein Ujalon Ki Tarah comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nur-afshan Hai Wo Zulmat Mein Ujalon Ki Tarah on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نور افشاں ہے وہ ظلمت میں اجالوں کی طرح

عرش صہبائی

نور افشاں ہے وہ ظلمت میں اجالوں کی طرح

ہم نے پوجا ہے جسے دل سے شوالوں کی طرح

خون امید ہوا خون تمنا گاہے

دل چھلکتا ہی رہا مے کے پیالوں کی طرح

زندگی تیرے تغافل کی بھی حد ہے کوئی

اس قدر ناز نہ کر زہرہ جمالوں کی طرح

جب فراموش کریں گے ہمیں دنیا والے

اور ابھر آئیں گے ہم دل میں خیالوں کی طرح

دل تو کیا چیز ہے ہم روح میں اترے ہوتے

تم نے چاہا ہی نہیں چاہنے والوں کی طرح

عرشؔ بے باکی و حق گوئی ہے مذہب اپنا

ہم نہ بدلیں گے کبھی وقت کی چالوں کی طرح

عرش صہبائی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nur-afshan Hai Wo Zulmat Mein Ujalon Ki Tarah

Arsh Sahbai

nur-afshan hai wo zulmat mein ujalon ki tarah
hum ne puja hai jise dil se shiwalon ki tarah

KHun-e-ummid hua KHun-e-tamanna gahe
dil chhalakta hi raha mai ke piyalon ki tarah

zindagi tere taghaful ki bhi had hai koi
is qadar naz na kar zohra-jamalon ki tarah

jab faramosh karenge hamein duniya wale
aur ubhar aaenge hum dil mein KHayalon ki tarah

dil to kya chiz hai hum ruh mein utre hote
tum ne chaha hi nahin chahne walon ki tarah

'arsh' be-baki-o-haq-goi hai mazhab apna
hum na badlenge kabhi waqt ki chaalon ki tarah

(1643) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nur-afshan Hai Wo Zulmat Mein Ujalon Ki Tarah written by Arsh Sahbai at UrduPoint. Nur-afshan Hai Wo Zulmat Mein Ujalon Ki Tarah is one of the masterpieces written by Arsh Sahbai. You can also find the complete poetry collection of Arsh Sahbai by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arsh Sahbai' above.

Nur-afshan Hai Wo Zulmat Mein Ujalon Ki Tarah is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nur-afshan Hai Wo Zulmat Mein Ujalon Ki Tarah, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.