Dam-ba-KHud BaiTh Ke KHud Jaise Zaban Gili Hai, Urdu Ghazal By Arzoo Lakhnavi

Dam-ba-KHud BaiTh Ke KHud Jaise Zaban Gili Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arzoo Lakhnavi. Dam-ba-KHud BaiTh Ke KHud Jaise Zaban Gili Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dam-ba-KHud BaiTh Ke KHud Jaise Zaban Gili Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دم بخود بیٹھ کے خود جیسے زباں گیلی ہے

آرزو لکھنوی

دم بخود بیٹھ کے خود جیسے زباں گیلی ہے

سانس کیا لوں کہ ہوا دہر کی زہریلی ہے

بن گیا قطرۂ ناچیز ترقی سے گہر

ذات ہے ایک فقط نام کی تبدیلی ہے

لاگ نے جس کی مجھے پھونکا ہے اندر اندر

شمع اس آگ کی اک ہیئت تمثیلی ہے

مل کے مٹی تری چوکھٹ کی ہوا خاک سے پاک

جو لکیر اب مرے ماتھے کی ہے چمکیلی ہے

پھر اڑانا ہیں گریباں کے مجھی کو پرزے

ہاتھ بے کار ابھی تھے کی قبا سی لی ہے

آرزوؔ ہوگا یہ مقتل ہی عزا خانہ بھی

شفقی فرش زمیں کا ہے تو چھت نیلی ہے

آرزو لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dam-ba-KHud BaiTh Ke KHud Jaise Zaban Gili Hai

Arzoo Lakhnavi

dam-ba-KHud baiTh ke KHud jaise zaban gili hai
sans kya lun ki hawa dahr ki zahrili hai

ban gaya qatra-e-nachiz taraqqi se guhar
zat hai ek faqat nam ki tabdili hai

lag ne jis ki mujhe phunka hai andar andar
shama us aag ki ek haiat-e-tamsili hai

mal ke miTTi teri chaukhaT ki hua KHak se pak
jo lakir ab mere mathe ki hai chamkili hai

phir uDana hain gareban ke mujhi ko purze
hath bekar abhi the ki qaba si li hai

'arzu' hoga ye maqtal hi aza-KHana bhi
shafaqi farsh zamin ka hai to chhat nili hai

(506) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dam-ba-KHud BaiTh Ke KHud Jaise Zaban Gili Hai written by Arzoo Lakhnavi at UrduPoint. Dam-ba-KHud BaiTh Ke KHud Jaise Zaban Gili Hai is one of the masterpieces written by Arzoo Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Arzoo Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arzoo Lakhnavi' above.

Dam-ba-KHud BaiTh Ke KHud Jaise Zaban Gili Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dam-ba-KHud BaiTh Ke KHud Jaise Zaban Gili Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.