Kabhi Na Mere Qalam Ki Giraft Mein Aae, Urdu Ghazal By Asar Ansari

Kabhi Na Mere Qalam Ki Giraft Mein Aae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asar Ansari. Kabhi Na Mere Qalam Ki Giraft Mein Aae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Na Mere Qalam Ki Giraft Mein Aae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی نہ میرے قلم کی گرفت میں آئے

اثر انصاری

کبھی نہ میرے قلم کی گرفت میں آئے

یہ بھاگتے ہوئے لمحے یہ دوڑتے سائے

وہ زور اب مرے سوکھے ہوئے بدن میں کہاں

محال ہے مری آواز دور تک جائے

زمین شعر میں جب قوت نمو ہی نہیں

ہزار سینچئے سبزہ بھی کیا نظر آئے

یہاں تو مصلحتاً جھوٹ کو بھی سچ کہئے

ہم ایسی مصلحت ناروا سے باز آئے

ہم ایسے اہل نظر کے لئے فرشتہ ہے

وہ آدمی جو کسی آدمی کے کام آئے

اب آنے والے نئے سال پر نظر رکھو

چمن میں پھول کھلائے کہ آگ برسائے

اثرؔ غیور اگر ہے تو کیسے ممکن ہے

کسی کے سامنے دست سوال پھیلائے

اثر انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Na Mere Qalam Ki Giraft Mein Aae

Asar Ansari

kabhi na mere qalam ki giraft mein aae
ye bhagte hue lamhe ye dauDte sae

wo zor ab mere sukhe hue badan mein kahan
muhaal hai meri aawaz dur tak jae

zamin-e-sher mein jab quwwat-e-numu hi nahin
hazar sinchiye sabza bhi kya nazar aae

yahan to maslahatan jhuT ko bhi sach kahiye
hum aisi maslahat-e-narawa se baz aae

hum aise ahl-e-nazar ke liye farishta hai
wo aadmi jo kisi aadmi ke kaam aae

ab aane wale nae sal par nazar rakkho
chaman mein phul khilae ki aag barsae

'asar' ghayur agar hai to kaise mumkin hai
kisi ke samne dast-e-sawal phailae

(497) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kabhi Na Mere Qalam Ki Giraft Mein Aae written by Asar Ansari at UrduPoint. Kabhi Na Mere Qalam Ki Giraft Mein Aae is one of the masterpieces written by Asar Ansari. You can also find the complete poetry collection of Asar Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asar Ansari' above.

Kabhi Na Mere Qalam Ki Giraft Mein Aae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Na Mere Qalam Ki Giraft Mein Aae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.