Dil Se Josh-e-shabab Jata Hai, Urdu Ghazal By Asghar Hasan Mujibi

Dil Se Josh-e-shabab Jata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asghar Hasan Mujibi. Dil Se Josh-e-shabab Jata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Se Josh-e-shabab Jata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل سے جوش شباب جاتا ہے

اصغر حسن مجیبی

دل سے جوش شباب جاتا ہے

زیست سے اضطراب جاتا ہے

رخ پہ ڈالے نقاب جاتا ہے

ابر میں ماہتاب جاتا ہے

جانے کو تو شباب جاتا ہے

کر کے مٹی خراب جاتا ہے

اپنا عہد شباب جاتا ہے

سر سے سارا عذاب جاتا ہے

رخ روشن پہ آئی ہیں زلفیں

ثور میں آفتاب جاتا ہے

دیکھیں گرتی ہیں بجلیاں کس پر

رخ سے سرکا نقاب جاتا ہے

فکر عالم سے ہو کے اب آزاد

دل سے خانہ خراب جاتا ہے

اس طرح جا رہا ہوں میں اصغرؔ

جیسے سرمست خواب جاتا ہے

اصغر حسن مجیبی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Se Josh-e-shabab Jata Hai

Asghar Hasan Mujibi

dil se josh-e-shabab jata hai
zist se iztirab jata hai

ruKH pe Dale naqab jata hai
abr mein mahtab jata hai

jaane ko to shabab jata hai
kar ke miTTi KHarab jata hai

apna ahd-e-shabab jata hai
sar se sara azab jata hai

ruKH-e-raushan pe aai hain zulfen
saur mein aaftab jata hai

dekhen girti hain bijliyan kis par
ruKH se sarka naqab jata hai

fikr-e-alam se ho ke ab aazad
dil se KHana-KHarab jata hai

is tarah ja raha hun main 'asghar'
jaise sarmast-e-KHwab jata hai

(1180) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Se Josh-e-shabab Jata Hai written by Asghar Hasan Mujibi at UrduPoint. Dil Se Josh-e-shabab Jata Hai is one of the masterpieces written by Asghar Hasan Mujibi. You can also find the complete poetry collection of Asghar Hasan Mujibi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asghar Hasan Mujibi' above.

Dil Se Josh-e-shabab Jata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Se Josh-e-shabab Jata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.