Tumhaare Jaane Ke Baad, Urdu Nazam By Asha Parbhat

Tumhaare Jaane Ke Baad is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Asha Parbhat. Tumhaare Jaane Ke Baad comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Tumhaare Jaane Ke Baad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تمہارے جانے کے بعد

آشا پربھات

اکثر

تمہارے جانے کے بعد

دریچے کھلتے ہیں

بند ہوتے ہیں

شوخ لہریں

سرکشی کرتی ہیں کناروں سے

سانپ کے کینچل کی طرح

سمندر کی لہریں

سمٹتی ہیں سکڑتی ہیں

اور

اپنی ہی گہرائی میں ڈوب جاتی ہیں

کچھ لمحے

ناد کی مانند

سطح پر ابھرتی ہیں

اور اوجھل ہو جاتی ہیں

آشا پربھات

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tumhaare Jaane Ke Baad

Asha Parbhat

aksar
tumhaare jaane ke baad
dariche khulte hain
band hote hain
shoKH lahren
sar-kashi karti hain kinaron se
sanp ke kenchul ki tarah
samundar ki lahren
simaTti hain sikuDti hain
aur
apni hi gahrai mein Dub jati hain
kuchh lamhe
nad ki manind
sath par ubharti hain
aur ojhal ho jati hain

(1073) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tumhaare Jaane Ke Baad written by Asha Parbhat at UrduPoint. Tumhaare Jaane Ke Baad is one of the masterpieces written by Asha Parbhat. You can also find the complete poetry collection of Asha Parbhat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asha Parbhat' above.

Tumhaare Jaane Ke Baad is a widely read Urdu Nazam. If you like Tumhaare Jaane Ke Baad, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.