Yahan To Har GhaDi Koh-e-nida Ki Zad Mein Rahte Hain, Urdu Ghazal By Ashar Najmi

Yahan To Har GhaDi Koh-e-nida Ki Zad Mein Rahte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ashar Najmi. Yahan To Har GhaDi Koh-e-nida Ki Zad Mein Rahte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yahan To Har GhaDi Koh-e-nida Ki Zad Mein Rahte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہاں تو ہر گھڑی کوہ ندا کی زد میں رہتے ہیں

اشعر نجمی

یہاں تو ہر گھڑی کوہ ندا کی زد میں رہتے ہیں

تجاوز کے بھی موسم میں ہم اپنی حد میں رہتے ہیں

بہت محتاط ہو کر سانس لینا معتبر ہو تم

ہمارا کیا ہے ہم تو خود ہی اپنی رد میں رہتے ہیں

سراب و آب کی یہ کشمکش بھی ختم ہی سمجھو

چلو موج صدا بن کر کسی گنبد میں رہتے ہیں

سروں کے بوجھ کو شانوں پہ رکھنا معجزہ بھی ہے

ہر اک پل ورنہ ہم بھی حلقۂ سرمد میں رہتے ہیں

اشعر نجمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yahan To Har GhaDi Koh-e-nida Ki Zad Mein Rahte Hain

Ashar Najmi

yahan to har ghaDi koh-e-nida ki zad mein rahte hain
tajawz ke bhi mausam mein hum apni had mein rahte hain

bahut mohtat ho kar sans lena mo'tabar ho tum
hamara kya hai hum to KHud hi apni rad mein rahte hain

sarab o aab ki ye kashmakash bhi KHatm hi samjho
chalo mauj-e-sada ban kar kisi gumbad mein rahte hain

saron ke bojh ko shanon pe rakhna mojaza bhi hai
har ek pal warna hum bhi halqa-e-sarmad mein rahte hain

(738) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yahan To Har GhaDi Koh-e-nida Ki Zad Mein Rahte Hain written by Ashar Najmi at UrduPoint. Yahan To Har GhaDi Koh-e-nida Ki Zad Mein Rahte Hain is one of the masterpieces written by Ashar Najmi. You can also find the complete poetry collection of Ashar Najmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashar Najmi' above.

Yahan To Har GhaDi Koh-e-nida Ki Zad Mein Rahte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yahan To Har GhaDi Koh-e-nida Ki Zad Mein Rahte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.