Meri Tarah Zara Bhi Tamasha Kiye Baghair, Urdu Ghazal By Ashok Sahil

Meri Tarah Zara Bhi Tamasha Kiye Baghair is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ashok Sahil. Meri Tarah Zara Bhi Tamasha Kiye Baghair comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri Tarah Zara Bhi Tamasha Kiye Baghair on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میری طرح ذرا بھی تماشہ کیے بغیر

اشوک ساحل

میری طرح ذرا بھی تماشہ کیے بغیر

رو کر دکھاؤ آنکھ کو گیلا کیے بغیر

غیرت نے حسرتو کا گریباں پکڑ لیا

ہم لوٹ آئے عرض تمنا کیے بغیر

چہرہ ہزار بار بدل لیجیے مگر

ماضی تو چھوڑتا نہیں پیچھا کیے بغیر

کچھ دوستوں کے دل پہ تو چھریاں سی چل گئیں

کی اس نے مجھ سے بات جو پردہ کیے بغیر

اشوک ساحل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Tarah Zara Bhi Tamasha Kiye Baghair

Ashok Sahil

meri tarah zara bhi tamasha kiye baghair
ro kar dikhao aankh ko gila kiye baghair

ghairat ne hasrato ka gareban pakaD liya
hum lauT aae arz-e-tamanna kiye baghair

chehra hazar bar badal lijiye magar
mazi to chhoDta nahin pichha kiye baghair

kuchh doston ke dil pe to chhuriyan si chal gain
ki us ne mujh se baat jo parda kiye baghair

(679) ووٹ وصول ہوئے

You can read Meri Tarah Zara Bhi Tamasha Kiye Baghair written by Ashok Sahil at UrduPoint. Meri Tarah Zara Bhi Tamasha Kiye Baghair is one of the masterpieces written by Ashok Sahil. You can also find the complete poetry collection of Ashok Sahil by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashok Sahil' above.

Meri Tarah Zara Bhi Tamasha Kiye Baghair is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Tarah Zara Bhi Tamasha Kiye Baghair, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.