Aks Bhi Kab Shab-e-hijran Ka Tamashai Hai, Urdu Ghazal By Ashraf Ali Fughan

Aks Bhi Kab Shab-e-hijran Ka Tamashai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ashraf Ali Fughan. Aks Bhi Kab Shab-e-hijran Ka Tamashai Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aks Bhi Kab Shab-e-hijran Ka Tamashai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عکس بھی کب شب ہجراں کا تماشائی ہے

اشرف علی فغاں

عکس بھی کب شب ہجراں کا تماشائی ہے

ایک میں آپ ہوں یا گوشۂ تنہائی ہے

دل تو رکتا ہے اگر بند قبا باز نہ ہو

چاک کرتا ہوں گریباں کو تو رسوائی ہے

طاقت ضبط کہاں اب تو جگر جلتا ہے

آہ سینہ سے نکل لب پہ مرے آئی ہے

میں تو وہ ہوں کہ مرے لاکھ خریدار ہیں اب

لیک اس دل سے دھڑکتا ہوں کہ سودائی ہے

دل بیتاب فغاںؔ امت ایوب نہیں

نہ اسے صبر ہے ہرگز نہ شکیبائی ہے

اشرف علی فغاں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aks Bhi Kab Shab-e-hijran Ka Tamashai Hai

Ashraf Ali Fughan

aks bhi kab shab-e-hijran ka tamashai hai
ek main aap hun ya gosha-e-tanhai hai

dil to rukta hai agar band-e-qaba baz na ho
chaak karta hun gareban ko to ruswai hai

taqat-e-zabt kahan ab to jigar jalta hai
aah sine se nikal lab pe mere aai hai

main to wo hun ki mere lakh KHaridar hain ab
lek is dil se dhaDakta hun ki saudai hai

dil-e-betab 'fughan' ummat-e-ayyub nahin
na use sabr hai hargiz na shakebai hai

(598) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aks Bhi Kab Shab-e-hijran Ka Tamashai Hai written by Ashraf Ali Fughan at UrduPoint. Aks Bhi Kab Shab-e-hijran Ka Tamashai Hai is one of the masterpieces written by Ashraf Ali Fughan. You can also find the complete poetry collection of Ashraf Ali Fughan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashraf Ali Fughan' above.

Aks Bhi Kab Shab-e-hijran Ka Tamashai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aks Bhi Kab Shab-e-hijran Ka Tamashai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.