BeTa Aur Man, Urdu Nazam By Asrar Jamayee

BeTa Aur Man is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Asrar Jamayee. BeTa Aur Man comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read BeTa Aur Man on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بیٹا اور ماں

اسرار جامعی

ایک اردو کے پروفیسر کا بیٹا جامعیؔ

اپنی ماں کو خط لکھا کرتا تھا ہندی میں سدا

ایک دن پوچھا میاں اردو میں کیوں لکھتے نہیں

آئی اردو ڈونٹ نو سر فخر سے اس نے کہا

جب یہ پوچھا پڑھ لیا کرتی ہیں وہ دیوناگری

ہنس کے بولا مائی ممی ڈونٹ نو ہندی ذرا

کس طرح معلوم ہوتا ہے انہیں مضمون خط

بولا خط پڑھ کر سنا دیتا ہے کوئی دوسرا

کس زباں میں ماں تمہیں دیتی ہیں اس خط کا جواب

شی ہمیشہ رائٹ ان اردو مجھے اس نے کہا

کیسے پھر معلوم ہوتا ہے تمہیں مضمون خط

بولا مجھ کو بھی سنا دیتا ہے پڑھ کر دوسرا

اسرار جامعی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

BeTa Aur Man

Asrar Jamayee

ek urdu ke professor ka beTa 'jami'
apni man ko KHat likha karta tha hindi mein sada

ek din puchha miyan urdu mein kyon likhte nahin
I urdu don't know sir faKHr se us ne kaha

jab ye puchha paDh liya karti hain wo dewnagri
hans ke bola my mammy don't know hindi zara

kis tarah malum hota hai unhen mazmun-e-KHat
bola KHat paDh kar suna deta hai koi dusra

kis zaban mein man tumhein deti hain is KHat ka jawab
she hamesha write in urdu mujhe us ne kaha

kaise phir malum hota hai tumhein mazmun-e-KHat
bola mujh ko bhi suna deta hai paDh kar dusra

(919) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read BeTa Aur Man written by Asrar Jamayee at UrduPoint. BeTa Aur Man is one of the masterpieces written by Asrar Jamayee. You can also find the complete poetry collection of Asrar Jamayee by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asrar Jamayee' above.

BeTa Aur Man is a widely read Urdu Nazam. If you like BeTa Aur Man, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.