Afsana-e-gham Yun Bhi Dil-e-zar Kaha Hai, Urdu Ghazal By Asrar Zaidi

Afsana-e-gham Yun Bhi Dil-e-zar Kaha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asrar Zaidi. Afsana-e-gham Yun Bhi Dil-e-zar Kaha Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Afsana-e-gham Yun Bhi Dil-e-zar Kaha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

افسانۂ غم یوں بھی دل زار کہا ہے

اسرار زیدی

افسانۂ غم یوں بھی دل زار کہا ہے

اک بار جو پوچھا ہے تو سو بار کہا ہے

جو بات تری بزم میں ہم کہہ نہ سکے تھے

اس بات کو لوگوں نے سر دار کہا ہے

ممنون ہیں اس شوخ کے اے باد صبا ہم

پھولوں کی زبانی جو ہمیں پیار کہا ہے

ممکن ہے اسی راہ سے منزل پہ پہنچ جائیں

دل والوں نے جس راہ کو دشوار کہا ہے

وہ فخر مسیحا ہے مگر اہل خرد نے

حیرت ہے اسے نرگس بیمار کہا ہے

ارزاں ہوئی یوں جنس محبت کہ جہاں میں

ہم سے تہی داماں کو خریدار کہا ہے

اسرار زیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Afsana-e-gham Yun Bhi Dil-e-zar Kaha Hai

Asrar Zaidi

afsana-e-gham yun bhi dil-e-zar kaha hai
ek bar jo puchha hai to sau bar kaha hai

jo baat teri bazm mein hum kah na sake the
us baat ko logon ne sar-e-dar kaha hai

mamnun hain us shoKH ke ai baad-e-saba hum
phulon ki zabani jo hamein pyar kaha hai

mumkin hai usi rah se manzil pe pahunch jaen
dil walon ne jis rah ko dushwar kaha hai

wo faKHr-e-masiha hai magar ahl-e-KHirad ne
hairat hai use nargis-e-bimar kaha hai

arzan hui yun jins-e-mohabbat ki jahan mein
hum se tahi-daman ko KHaridar kaha hai

(562) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Afsana-e-gham Yun Bhi Dil-e-zar Kaha Hai written by Asrar Zaidi at UrduPoint. Afsana-e-gham Yun Bhi Dil-e-zar Kaha Hai is one of the masterpieces written by Asrar Zaidi. You can also find the complete poetry collection of Asrar Zaidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asrar Zaidi' above.

Afsana-e-gham Yun Bhi Dil-e-zar Kaha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Afsana-e-gham Yun Bhi Dil-e-zar Kaha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.