Shabab Aaya TaDapne Aur TaDpane Ka Waqt Aaya, Urdu Ghazal By Azam Jalalabadi

Shabab Aaya TaDapne Aur TaDpane Ka Waqt Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azam Jalalabadi. Shabab Aaya TaDapne Aur TaDpane Ka Waqt Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shabab Aaya TaDapne Aur TaDpane Ka Waqt Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شباب آیا تڑپنے اور تڑپانے کا وقت آیا

اعظم جلال آبادی

شباب آیا تڑپنے اور تڑپانے کا وقت آیا

اگر سچ پوچھئے بے موت مر جانے کا وقت آیا

ابھی جی بھر کے پی لو پھر نہ جانے کس پہ کیا گزرے

قریب اب شیخ جی کے وعظ فرمانے کا وقت آیا

انہیں پاس حیا ٹھہرا تو اپنے پاؤں لرزاں ہیں

ہماری جرأتوں کا ان کے شرمانے کا وقت آیا

گھٹا چھائی برسنے کو ہیں بوندیں ابر‌ نیساں سے

نہیں پیتے جو ناداں ان کو سمجھانے کا وقت آیا

نہ ہو جائے کہیں پھر آپ سے تم تم سے تو اعظمؔ

حدود عقل سے باہر نکل جانے کا وقت آیا

اعظم جلال آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shabab Aaya TaDapne Aur TaDpane Ka Waqt Aaya

Azam Jalalabadi

shabab aaya taDapne aur taDpane ka waqt aaya
agar sach puchhiye be-maut mar jaane ka waqt aaya

abhi ji bhar ke pi lo phir na jaane kis pe kya guzre
qarib ab shaiKH-ji ke waz farmane ka waqt aaya

unhen pas-e-haya Thahra to apne panw larzan hain
hamari juraton ka un ke sharmane ka waqt aaya

ghaTa chhai barasne ko hain bunden abr-e-nisan se
nahin pite jo nadan un ko samjhane ka waqt aaya

na ho jae kahin phir aap se tum tum se tu 'azam'
hudud-e-aql se bahar nikal jaane ka waqt aaya

(377) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shabab Aaya TaDapne Aur TaDpane Ka Waqt Aaya written by Azam Jalalabadi at UrduPoint. Shabab Aaya TaDapne Aur TaDpane Ka Waqt Aaya is one of the masterpieces written by Azam Jalalabadi. You can also find the complete poetry collection of Azam Jalalabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azam Jalalabadi' above.

Shabab Aaya TaDapne Aur TaDpane Ka Waqt Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shabab Aaya TaDapne Aur TaDpane Ka Waqt Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.