Kyon Ye Husn-e-nazar Diya Tu Ne, Urdu Ghazal By Azeemullah Khan Waqar

Kyon Ye Husn-e-nazar Diya Tu Ne is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azeemullah Khan Waqar. Kyon Ye Husn-e-nazar Diya Tu Ne comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kyon Ye Husn-e-nazar Diya Tu Ne on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیوں یہ حسن نظر دیا تو نے

عظیم اللہ خاں وقار

کیوں یہ حسن نظر دیا تو نے

وقف آلام کر دیا تو نے

مندمل جو کبھی نہ ہو پائے

ایسا زخم جگر دیا تو نے

کون منصور جو چڑھے سولی

یوں تو سب کو جگر دیا تو نے

ڈوبتی نبض کرب سناٹے

اور حکم سفر دیا تو نے

زندگی چھاؤں کو ترستی ہے

کیسا جلتا سفر دیا تو نے

تاج بنتے ہی ہاتھ کٹتے ہیں

کیسا دست ہنر دیا تو نے

اس جہاں کا ہر ایک غم لا کر

میرے دامن میں بھر دیا تو نے

سب کے ہاتھوں میں دے دیے پتھر

مجھ کو شیشے کا گھر دیا تو نے

جس نے مجھ کو وقار بخشا ہے

وہ غم معتبر دیا تو نے

عظیم اللہ خاں وقار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kyon Ye Husn-e-nazar Diya Tu Ne

Azeemullah Khan Waqar

kyon ye husn-e-nazar diya tu ne
waqf-e-alam kar diya tu ne

mundamil jo kabhi na ho pae
aisa zaKHm-e-jigar diya tu ne

kaun mansur jo chaDhe suli
yun to sab ko jigar diya tu ne

Dubti nabz karb sannaTe
aur hukm-e-safar diya tu ne

zindagi chhanw ko tarasti hai
kaisa jalta safar diya tu ne

taj bante hi hath kaTte hain
kaisa dast-e-hunar diya tu ne

is jahan ka har ek gham la kar
mere daman mein bhar diya tu ne

sab ke hathon mein de diye patthar
mujh ko shishe ka ghar diya tu ne

jis ne mujh ko waqar baKHsha hai
wo gham-e-mo'tabar diya tu ne

(384) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kyon Ye Husn-e-nazar Diya Tu Ne written by Azeemullah Khan Waqar at UrduPoint. Kyon Ye Husn-e-nazar Diya Tu Ne is one of the masterpieces written by Azeemullah Khan Waqar. You can also find the complete poetry collection of Azeemullah Khan Waqar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azeemullah Khan Waqar' above.

Kyon Ye Husn-e-nazar Diya Tu Ne is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kyon Ye Husn-e-nazar Diya Tu Ne, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.