Shukr Hai Ab Ke Bekali Kam Hai, Urdu Ghazal By Azhar Bakhsh Azhar

Shukr Hai Ab Ke Bekali Kam Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Bakhsh Azhar. Shukr Hai Ab Ke Bekali Kam Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shukr Hai Ab Ke Bekali Kam Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شکر ہے اب کے بیکلی کم ہے

اظہر بخش اظہر

شکر ہے اب کے بیکلی کم ہے

آج کل ان سے دوستی کم ہے

سانس لینے میں دم نکلتا ہے

ان ہواؤں میں کچھ نمی کم ہے

تم اسے زخم دل دکھاتے ہو

وہ جو قاتل ہے آدمی کم ہے

تاب بھر اس میں ہے جلانے کی

اپنے سورج میں روشنی کم ہے

ہم تو دنیا کو کیا سے کیا کر دیں

کیا کریں اپنی زندگی کم ہے

لگ رہا ہے کہ وہ نہ آئیں گے

آج محفل میں کھلبلی کم ہے

کام کے ہم بھی آدمی ہیں اب

آج کل ہم میں عاشقی کم ہے

ان سے اظہرؔ تو ہم نہیں جن میں

صرف صورت ہے شاعری کم ہے

اظہر بخش اظہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shukr Hai Ab Ke Bekali Kam Hai

Azhar Bakhsh Azhar

shukr hai ab ke bekali kam hai
aaj-kal un se dosti kam hai

sans lene mein dam nikalta hai
in hawaon mein kuchh nami kam hai

tum use zaKHm-e-dil dikhate ho
wo jo qatil hai aadmi kam hai

tab bhar us mein hai jalane ki
apne suraj mein raushni kam hai

hum to duniya ko kya se kya kar den
kya karen apni zindagi kam hai

lag raha hai ki wo na aaenge
aaj mahfil mein khalbali kam hai

kaam ke hum bhi aadmi hain ab
aaj-kal hum mein aashiqi kam hai

un se 'azhar' to hum nahin jin mein
sirf surat hai shairi kam hai

(412) ووٹ وصول ہوئے

You can read Shukr Hai Ab Ke Bekali Kam Hai written by Azhar Bakhsh Azhar at UrduPoint. Shukr Hai Ab Ke Bekali Kam Hai is one of the masterpieces written by Azhar Bakhsh Azhar. You can also find the complete poetry collection of Azhar Bakhsh Azhar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Bakhsh Azhar' above.

Shukr Hai Ab Ke Bekali Kam Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shukr Hai Ab Ke Bekali Kam Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.