KHamosh Zaban Se Jab Taqrir Nikalti Hai, Urdu Ghazal By Azhar Hashmi

KHamosh Zaban Se Jab Taqrir Nikalti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Hashmi. KHamosh Zaban Se Jab Taqrir Nikalti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHamosh Zaban Se Jab Taqrir Nikalti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خاموش زباں سے جب تقریر نکلتی ہے

اظہر ہاشمی

خاموش زباں سے جب تقریر نکلتی ہے

لگتا ہے کہ پیروں سے زنجیر نکلتی ہے

ٹوٹا ہوا بدھنا تھا شاید کہ وضو کا ہو

ایسی بھی تو پرکھوں کی جاگیر نکلتی ہے

جو داغ ہے سجدے کا پیشانیٔ مومن پر

اس داغ سے ہو کر ہی تقدیر نکلتی ہے

ملتی ہے خوشی سب کو جیسے ہی کہیں سے بھی

بھولی ہوئی بچپن کی تصویر نکلتی ہے

مجروح قلم کو جب ہر لفظ دعا دے دیں

تا عمر قلم سے پھر تحریر نکلتی ہے

ہو امن یہاں ہم میں سوچا تھا مگر اظہرؔ

دیکھا تو ہر اک گھر سے شمشیر نکلتی ہے

اظہر ہاشمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHamosh Zaban Se Jab Taqrir Nikalti Hai

Azhar Hashmi

KHamosh zaban se jab taqrir nikalti hai
lagta hai ki pairon se zanjir nikalti hai

TuTa hua badhna tha shayad ki wuzu ka ho
aisi bhi to purkhon ki jagir nikalti hai

jo dagh hai sajde ka peshani-e-momin par
us dagh se ho kar hi taqdir nikalti hai

milti hai KHushi sab ko jaise hi kahin se bhi
bhuli hui bachpan ki taswir nikalti hai

majruh qalam ko jab har lafz dua de den
ta umr qalam se phir tahrir nikalti hai

ho amn yahan hum mein socha tha magar 'azhar'
dekha to har ek ghar se shamshir nikalti hai

(675) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHamosh Zaban Se Jab Taqrir Nikalti Hai written by Azhar Hashmi at UrduPoint. KHamosh Zaban Se Jab Taqrir Nikalti Hai is one of the masterpieces written by Azhar Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Azhar Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Hashmi' above.

KHamosh Zaban Se Jab Taqrir Nikalti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHamosh Zaban Se Jab Taqrir Nikalti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.