Kaun Kahta Hai Khaar Hain Hum Log, Urdu Ghazal By Aziz Khan Aziz

Kaun Kahta Hai Khaar Hain Hum Log is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aziz Khan Aziz. Kaun Kahta Hai Khaar Hain Hum Log comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaun Kahta Hai Khaar Hain Hum Log on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کون کہتا ہے خار ہیں ہم لوگ

عزیز خاں عزیز

کون کہتا ہے خار ہیں ہم لوگ

گلستاں کی بہار ہیں ہم لوگ

خاکساری ہمارا شیوہ ہے

اصل میں تاجدار ہیں ہم لوگ

ہم کو ہتھیار کی ضرورت کیا

جب محبت شعار ہیں ہم لوگ

تخت والے تو ہو گئے معزول

برسر اقتدار ہیں ہم لوگ

سائلوں کی دعائیں لیتے ہیں

کس قدر مال دار ہیں ہم لوگ

حال و ماضی ہمارے ہیں شاہد

قابل اعتبار ہیں ہم لوگ

ہم کو دنیا عزیز لگتی ہے

نام کے دین دار ہیں ہم لوگ

کون ہیں جو ہمیں عزیزؔ نہیں

دشمنوں کے بھی یار ہیں ہم لوگ

عزیز خاں عزیز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaun Kahta Hai Khaar Hain Hum Log

Aziz Khan Aziz

kaun kahta hai KHar hain hum log
gulsitan ki bahaar hain hum log

KHaksari hamara shewa hai
asl mein tajdar hain hum log

hum ko hathiyar ki zarurat kya
jab mohabbat-shiar hain hum log

taKHt wale to ho gae mazul
barsar-e-eqtidar hain hum log

sailon ki duaen lete hain
kis qadar mal-dar hain hum log

haal-o-mazi hamare hain shahid
qabil-e-e'tibar hain hum log

hum ko duniya aziz lagti hai
nam ke din-dar hain hum log

kaun hain jo hamein 'aziz' nahin
dushmanon ke bhi yar hain hum log

(670) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaun Kahta Hai Khaar Hain Hum Log written by Aziz Khan Aziz at UrduPoint. Kaun Kahta Hai Khaar Hain Hum Log is one of the masterpieces written by Aziz Khan Aziz. You can also find the complete poetry collection of Aziz Khan Aziz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aziz Khan Aziz' above.

Kaun Kahta Hai Khaar Hain Hum Log is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaun Kahta Hai Khaar Hain Hum Log, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.