Ghabrae Hue Log Hain Anjaane Se Dar Se, Urdu Ghazal By Basudeo Agarwal Naman

Ghabrae Hue Log Hain Anjaane Se Dar Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Basudeo Agarwal Naman. Ghabrae Hue Log Hain Anjaane Se Dar Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghabrae Hue Log Hain Anjaane Se Dar Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گھبرائے ہوئے لوگ ہیں انجانے سے ڈر سے

باسو دیو اگروال نمن

گھبرائے ہوئے لوگ ہیں انجانے سے ڈر سے

ہر ایک بشر خوف زدہ دوجے بشر سے

دوبھر ہے یہاں آج تو باہر ہی نکلنا

محفوظ نہیں کوئی زمانے کی نظر سے

انجانی ڈگر لگنے لگی اب مجھے آساں

کچھ لوگ ابھی لوٹ کے آئے ہیں سفر سے

بے درد پیا جیسا تو کیوں ابر بنا ہے

کب سے ہی لگا آس زمیں بیٹھی تو برسے

اتنی تو اٹھا لے او نمن اپنی خودی کو

دشمن بھی ترا کرنے کو یاری تری ترسے

باسو دیو اگروال نمن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghabrae Hue Log Hain Anjaane Se Dar Se

Basudeo Agarwal Naman

ghabrae hue log hain anjaane se Dar se
har ek bashar KHauf-zada duje bashar se

dubhar hai yahan aaj to bahar hi nikalna
mahfuz nahin koi zamane ki nazar se

anjaani Dagar lagne lagi ab mujhe aasan
kuchh log abhi lauT ke aae hain safar se

bedard piya jaisa tu kyon abr bana hai
kab se hi laga aas zamin baiThi tu barse

itni to uTha le o naman apni KHudi ko
dushman bhi tera karne ko yari teri tarse

(782) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghabrae Hue Log Hain Anjaane Se Dar Se written by Basudeo Agarwal Naman at UrduPoint. Ghabrae Hue Log Hain Anjaane Se Dar Se is one of the masterpieces written by Basudeo Agarwal Naman. You can also find the complete poetry collection of Basudeo Agarwal Naman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Basudeo Agarwal Naman' above.

Ghabrae Hue Log Hain Anjaane Se Dar Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghabrae Hue Log Hain Anjaane Se Dar Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.