Aur Hawa Dun Dil Mein Aag BhaDakti Ko, Urdu Ghazal By Beena Goindi

Aur Hawa Dun Dil Mein Aag BhaDakti Ko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Beena Goindi. Aur Hawa Dun Dil Mein Aag BhaDakti Ko comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aur Hawa Dun Dil Mein Aag BhaDakti Ko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اور ہوا دوں دل میں آگ بھڑکتی کو

بینا گوئندی

اور ہوا دوں دل میں آگ بھڑکتی کو

شعلہ شعلہ راکھ کرے جو ہستی کو

دل تھا ایک بگولا ہجر کے صحرا میں

ناچ رہا تھا لے کر وصل کی مستی کو

آنکھ کے نخلستان میں ریت بکھرتی ہے

کون سا رستہ جاتا ہے اس بستی کو

گاؤں سے جو خواب اٹھا کر نکلا تھا

شہر میں آ کر بھول گیا پگڈنڈی کو

میرا دل تو خالی ہے اب دھڑکن سے

کیسے کوئی دیکھے نبض دھڑکتی کو

بینا گوئندی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aur Hawa Dun Dil Mein Aag BhaDakti Ko

Beena Goindi

aur hawa dun dil mein aag bhaDakti ko
shoala shoala rakh kare jo hasti ko

dil tha ek bagula hijr ke sahra mein
nach raha tha le kar wasl ki masti ko

aankh ke naKHlistan mein ret bikharti hai
kaun sa rasta jata hai is basti ko

ganw se jo KHwab uTha kar nikla tha
shahr mein aa kar bhul gaya pagDanDi ko

mera dil to KHali hai ab dhaDkan se
kaise koi dekhe nabz dhaDakti ko

(732) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aur Hawa Dun Dil Mein Aag BhaDakti Ko written by Beena Goindi at UrduPoint. Aur Hawa Dun Dil Mein Aag BhaDakti Ko is one of the masterpieces written by Beena Goindi. You can also find the complete poetry collection of Beena Goindi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Beena Goindi' above.

Aur Hawa Dun Dil Mein Aag BhaDakti Ko is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aur Hawa Dun Dil Mein Aag BhaDakti Ko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.