Wo Qalandaron Mein Shumar Hai, Urdu Ghazal By Dinesh Kumar

Wo Qalandaron Mein Shumar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Dinesh Kumar. Wo Qalandaron Mein Shumar Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Qalandaron Mein Shumar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ قلندروں میں شمار ہے

دنیش کمار

وہ قلندروں میں شمار ہے

غم زیست سے اسے پیار ہے

مرے باغ دل کے نصیب میں

فقط انتظار بہار ہے

غم عاشقی سے جو پوچھئے

یہ جہاں بھی اجڑا دیار ہے

جسے تاج کہتا ہے یہ جہاں

وہ حقیقتاً تو مزار ہے

یہ عجب نہیں کہ جنون عشق

سر دار تھا سر دار ہے

میں جو حق حلال کی رہ پہ ہوں

مجھے خواب میں بھی قرار ہے

مری دھڑکنیں بھی ہیں بہر میں

مجھے شاعری کا خمار ہے

دنیش کمار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Qalandaron Mein Shumar Hai

Dinesh Kumar

wo qalandaron mein shumar hai
gham-e-zist se use pyar hai

mere bagh-e-dil ke nasib mein
faqat intizar-e-bahaar hai

gham-e-ashiqi se jo puchhiye
ye jahan bhi ujDa dayar hai

jise taj kahta hai ye jahan
wo haqiqatan to mazar hai

ye ajab nahin ki junun-e-ishq
sar-e-dar tha sar-e-dar hai

main jo haq-e-halal ki rah pe hun
mujhe KHwab mein bhi qarar hai

meri dhaDkanen bhi hain bahr mein
mujhe shairi ka KHumar hai

(717) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Qalandaron Mein Shumar Hai written by Dinesh Kumar at UrduPoint. Wo Qalandaron Mein Shumar Hai is one of the masterpieces written by Dinesh Kumar. You can also find the complete poetry collection of Dinesh Kumar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Dinesh Kumar' above.

Wo Qalandaron Mein Shumar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Qalandaron Mein Shumar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.