Main Hairan Tha Manzar Ki Hairani Par, Urdu Ghazal By Ehsaan Ghaman

Main Hairan Tha Manzar Ki Hairani Par is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ehsaan Ghaman. Main Hairan Tha Manzar Ki Hairani Par comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Hairan Tha Manzar Ki Hairani Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں حیران تھا منظر کی حیرانی پر

احسان گھمن

میں حیران تھا منظر کی حیرانی پر

پھول کھلے تھے بہتے ہوئے جب پانی پر

میرے کپڑے دیکھ کے مٹی بول پڑی

گھاس اگاؤ میری بھی عریانی پر

میں نے تیرا نام لکھا جب تاروں پر

چاند ہنسا تھا میری اس نادانی پر

یاد کرو جس رات اکٹھے بیٹھے تھے

گھنٹوں بات چلی تھی رات کی رانی پر

دیکھے ہیں کچھ دیکھے بھالے لوگ یہاں

کس نے گھر آباد کیا ویرانی پر

میں نے اک سجدے میں رات گزاری ہے

یوں ہی نہیں یہ چاند بنا پیشانی پر

احسان گھمن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Hairan Tha Manzar Ki Hairani Par

Ehsaan Ghaman

main hairan tha manzar ki hairani par
phul khile the bahte hue jab pani par

mere kapDe dekh ke miTTi bol paDi
ghas ugao meri bhi uryani par

main ne tera nam likha jab taron par
chand hansa tha meri is nadani par

yaad karo jis raat ikaTThe baiThe the
ghanTon baat chali thi raat ki rani par

dekhe hain kuchh dekhe bhaale log yahan
kis ne ghar aabaad kiya virani par

main ne ek sajde mein raat guzari hai
yun hi nahin ye chand bana peshani par

(727) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Hairan Tha Manzar Ki Hairani Par written by Ehsaan Ghaman at UrduPoint. Main Hairan Tha Manzar Ki Hairani Par is one of the masterpieces written by Ehsaan Ghaman. You can also find the complete poetry collection of Ehsaan Ghaman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ehsaan Ghaman' above.

Main Hairan Tha Manzar Ki Hairani Par is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Hairan Tha Manzar Ki Hairani Par, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.