Muddaton Ke Baad Jab Pahuncha Wo Apne Ganw Mein, Urdu Ghazal By Ejaaz Talib

Muddaton Ke Baad Jab Pahuncha Wo Apne Ganw Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ejaaz Talib. Muddaton Ke Baad Jab Pahuncha Wo Apne Ganw Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Muddaton Ke Baad Jab Pahuncha Wo Apne Ganw Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مدتوں کے بعد جب پہنچا وہ اپنے گاؤں میں

اعجاز طالب

مدتوں کے بعد جب پہنچا وہ اپنے گاؤں میں

جھریاں چہرے پہ تھیں اور آبلے تھے پاؤں میں

اب تو شاید گر گیا ہوگا وہ پیپل کا درخت

بچپنے میں ہم ملا کرتے تھے جس کی چھاؤں میں

کون آئے گا مری دہلیز پہ برسوں کے بعد

آج ہم پھر کھو گئے کوے کے کاؤں کاؤں میں

تاکہ مجھ پہ شہر کی عریانیاں غالب نہ ہوں

اپنی آنکھیں چھوڑ آیا ہوں میں اپنے گاؤں میں

ایک سمندر آنکھ میں تھا موجزن طالبؔ مگر

عمر بھر ہم تشنہ لب بھٹکا کیے صحراؤں میں

اعجاز طالب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Muddaton Ke Baad Jab Pahuncha Wo Apne Ganw Mein

Ejaaz Talib

muddaton ke baad jab pahuncha wo apne ganw mein
jhurriyan chehre pe thin aur aable the panw mein

ab to shayad gir gaya hoga wo pipal ka daraKHt
bachpane mein hum mila karte the jis ki chhanw mein

kaun aaega meri dahliz pe barson ke baad
aaj hum phir kho gae kawwe ke kanw kanw mein

taki mujh pe shahr ki uryaniyan ghaalib na hon
apni aankhen chhoD aaya hun main apne ganw mein

ek samundar aankh mein tha maujzan 'talib' magar
umr-bhar hum tishna-lab bhaTka kiye sahraon mein

(553) ووٹ وصول ہوئے

You can read Muddaton Ke Baad Jab Pahuncha Wo Apne Ganw Mein written by Ejaaz Talib at UrduPoint. Muddaton Ke Baad Jab Pahuncha Wo Apne Ganw Mein is one of the masterpieces written by Ejaaz Talib. You can also find the complete poetry collection of Ejaaz Talib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ejaaz Talib' above.

Muddaton Ke Baad Jab Pahuncha Wo Apne Ganw Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Muddaton Ke Baad Jab Pahuncha Wo Apne Ganw Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.