Hijr Kuchh Is Tarah Guzara Hai, Urdu Ghazal By Ejaz Haidar

Hijr Kuchh Is Tarah Guzara Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ejaz Haidar. Hijr Kuchh Is Tarah Guzara Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hijr Kuchh Is Tarah Guzara Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہجر کچھ اس طرح گزارا ہے

اعجاز حیدر

ہجر کچھ اس طرح گزارا ہے

وصل کہہ کر اسے پکارا ہے

ایک تنہائی تھی مری اپنی

اس پہ بھی اس کا ہی اجارہ ہے

عمر اتنی ابھی ہوئی تو نہیں

جتنا میں نے اسے گزارا ہے

فیصلہ ہو نہیں سکا اب تک

کون سے غم نے مجھ کو مارا ہے

زندگی پھر بھی میرے جیسی رہی

میں نے تو اس کو ہی سنوارا ہے

میری جانب ہے آپ کی انگلی

پر کسی اور کا اشارہ ہے

اعجاز حیدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hijr Kuchh Is Tarah Guzara Hai

Ejaz Haidar

hijr kuchh is tarah guzara hai
wasl kah kar use pukara hai

ek tanhai thi meri apni
is pe bhi us ka hi ijara hai

umr itni abhi hui to nahin
jitna main ne use guzara hai

faisla ho nahin saka ab tak
kaun se gham ne mujh ko mara hai

zindagi phir bhi mere jaisi rahi
main ne to is ko hi sanwara hai

meri jaanib hai aap ki ungli
par kisi aur ka ishaara hai

(539) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hijr Kuchh Is Tarah Guzara Hai written by Ejaz Haidar at UrduPoint. Hijr Kuchh Is Tarah Guzara Hai is one of the masterpieces written by Ejaz Haidar. You can also find the complete poetry collection of Ejaz Haidar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ejaz Haidar' above.

Hijr Kuchh Is Tarah Guzara Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hijr Kuchh Is Tarah Guzara Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.