Hamein To Sahil-e-dariya Ki Pyas Hona Tha, Urdu Ghazal By Faiz

Hamein To Sahil-e-dariya Ki Pyas Hona Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Faiz. Hamein To Sahil-e-dariya Ki Pyas Hona Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hamein To Sahil-e-dariya Ki Pyas Hona Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہمیں تو ساحل دریا کی پیاس ہونا تھا

فیض

ہمیں تو ساحل دریا کی پیاس ہونا تھا

سکوت ہجر کا اک غم شناس ہونا تھا

کھلا ہے اس طرح اب کے نئی رتوں کا بھرم

زمیں کو اتنا کہاں بے لباس ہونا تھا

انہیں بھی وقت نے پتھر بنا دیا جن کو

ہمارے عہد کا آدم شناس ہونا تھا

پہن کے مجھ کو ایک روز تمنا کا لباس

لہو لہو کوئی تصویر یاس ہونا تھا

بھٹک رہے ہو کہاں دوست اپنے مرکز سے

تمہیں تو فیضؔ کے دل کے ہی پاس ہونا تھا

فیض

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamein To Sahil-e-dariya Ki Pyas Hona Tha

Faiz

hamein to sahil-e-dariya ki pyas hona tha
sukut-e-hijr ka ek gham-shanas hona tha

khula hai is tarah ab ke nai ruton ka bharam
zamin ko itna kahan be-libas hona tha

unhen bhi waqt ne patthar bana diya jin ko
hamare ahd ka aadam-shanas hona tha

pahan ke mujh ko ek roz tamanna ka libas
lahu lahu koi taswir-e-yas hona tha

bhaTak rahe ho kahan dost apne markaz se
tumhein to 'faiz' ke dil ke hi pas hona tha

(642) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hamein To Sahil-e-dariya Ki Pyas Hona Tha written by Faiz at UrduPoint. Hamein To Sahil-e-dariya Ki Pyas Hona Tha is one of the masterpieces written by Faiz. You can also find the complete poetry collection of Faiz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Faiz' above.

Hamein To Sahil-e-dariya Ki Pyas Hona Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamein To Sahil-e-dariya Ki Pyas Hona Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.