Jaanta Hun Ki Kai Log Hain Behtar Mujhse, Urdu Ghazal By Faizi

Jaanta Hun Ki Kai Log Hain Behtar Mujhse is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Faizi. Jaanta Hun Ki Kai Log Hain Behtar Mujhse comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jaanta Hun Ki Kai Log Hain Behtar Mujhse on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جانتا ہوں کہ کئی لوگ ہیں بہتر مجھ سے

فیضی

جانتا ہوں کہ کئی لوگ ہیں بہتر مجھ سے

پھر بھی خواہش ہے کہ دیکھو کبھی مل کر مجھ سے

سوچتا کیا ہوں ترے بارے میں چلتے چلتے

تو ذرا پوچھنا یہ بات ٹھہر کر مجھ سے

میں یہی سوچ کے ہر حال میں خوش رہتا ہوں

روٹھ جائے نہ کہیں میرا مقدر مجھ سے

مجھ پہ مت چھوڑ کہ پھر بعد میں پچھتائے گا

فیصلے ٹھیک ہی ہو جاتے ہیں اکثر مجھ سے

رات وہ خون رلاتی ہے اداسی دل کی

رونے لگتا ہے لپٹ کر مرا بستر مجھ سے

عہد آغاز محبت ترے انجام کی خیر

اب اٹھائے نہیں اٹھتا ہے یہ پتھر مجھ سے

فیضی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaanta Hun Ki Kai Log Hain Behtar Mujhse

Faizi

jaanta hun ki kai log hain behtar mujh se
phir bhi KHwahish hai ki dekho kabhi mil kar mujh se

sochta kya hun tere bare mein chalte chalte
tu zara puchhna ye baat Thahar kar mujh se

main yahi soch ke har haal mein KHush rahta hun
ruTh jae na kahin mera muqaddar mujh se

mujh pe mat chhoD ki phir baad mein pachhtaega
faisle Thik hi ho jate hain akasr mujh se

raat wo KHun rulati hai udasi dil ki
rone lagta hai lipaT kar mera bistar mujh se

ahd-e-aghaz-e-mohabbat tere anjam ki KHair
ab uThae nahin uThta hai ye patthar mujh se

(742) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaanta Hun Ki Kai Log Hain Behtar Mujhse written by Faizi at UrduPoint. Jaanta Hun Ki Kai Log Hain Behtar Mujhse is one of the masterpieces written by Faizi. You can also find the complete poetry collection of Faizi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Faizi' above.

Jaanta Hun Ki Kai Log Hain Behtar Mujhse is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaanta Hun Ki Kai Log Hain Behtar Mujhse, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.