Nikal Ke Ghar Se Aur Maidan Mein Aa Ke, Urdu Ghazal By Faraz Sultanpuri

Nikal Ke Ghar Se Aur Maidan Mein Aa Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Faraz Sultanpuri. Nikal Ke Ghar Se Aur Maidan Mein Aa Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nikal Ke Ghar Se Aur Maidan Mein Aa Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نکل کے گھر سے اور میداں میں آ کے

فراز سلطانپوری

نکل کے گھر سے اور میداں میں آ کے

ذرا کچھ دیکھیے تیور ہوا کے

کوئی زندہ رہا ہے کب جہاں میں

چراغ دل کو اپنے خود بجھا کے

ہماری خامشی بھی اک نوا تھی

ملے کب سننے والے ہیں نوا کے

پشیماں ایک مدت تک رہا ہے

کوئی در سے مجھے اپنے اٹھا کے

یہ دل ہے دل اسے سینے میں ہرگز

کبھی رکھنا نہ تم پتھر بنا کے

فرازؔ اکثر رہا کرتا ہے تنہا

اندھیرے میں چراغ دل جلا کے

فراز سلطانپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nikal Ke Ghar Se Aur Maidan Mein Aa Ke

Faraz Sultanpuri

nikal ke ghar se aur maidan mein aa ke
zara kuchh dekhiye tewar hawa ke

koi zinda raha hai kab jahan mein
charagh-e-dil ko apne KHud bujha ke

hamari KHamushi bhi ek nawa thi
mile kab sunne wale hain nawa ke

pashiman ek muddat tak raha hai
koi dar se mujhe apne uTha ke

ye dil hai dil ise sine mein hargiz
kabhi rakhna na tum patthar bana ke

'faraaz' aksar raha karta hai tanha
andhere mein charagh-e-dil jala ke

(493) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nikal Ke Ghar Se Aur Maidan Mein Aa Ke written by Faraz Sultanpuri at UrduPoint. Nikal Ke Ghar Se Aur Maidan Mein Aa Ke is one of the masterpieces written by Faraz Sultanpuri. You can also find the complete poetry collection of Faraz Sultanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Faraz Sultanpuri' above.

Nikal Ke Ghar Se Aur Maidan Mein Aa Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nikal Ke Ghar Se Aur Maidan Mein Aa Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.