Junhi Lab Kholta Hai Wo To Jadu Bandhta Hai, Urdu Ghazal By Fasihullah Naqeeb

Junhi Lab Kholta Hai Wo To Jadu Bandhta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Fasihullah Naqeeb. Junhi Lab Kholta Hai Wo To Jadu Bandhta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Junhi Lab Kholta Hai Wo To Jadu Bandhta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جوں ہی لب کھولتا ہے وہ تو جادو باندھتا ہے

فصیح اللہ نقیب

جوں ہی لب کھولتا ہے وہ تو جادو باندھتا ہے

حسین الفاظ کے پیروں میں گھنگھرو باندھتا ہے

اندھیری شب کے دامن میں دمکتے ہیں ستارے

خیال یار جب پلکوں پہ جگنو باندھتا ہے

مری پرواز کو مشروط کر کے نیک صیاد

قفس گر کھول دیتا ہے تو بازو باندھتا ہے

سلگتا کھولتا ماحول اور خشکی غزل کی

کہ دل اک آس کا چھپر لب جو باندھتا ہے

نقیبؔ اشعار اپنے زندگانی کے سفر میں

کوئی زاد سفر میں جیسے ستو باندھتا ہے

فصیح اللہ نقیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Junhi Lab Kholta Hai Wo To Jadu Bandhta Hai

Fasihullah Naqeeb

junhi lab kholta hai wo to jadu bandhta hai
hasin alfaz ke pairon mein ghunghru bandhta hai

andheri shab ke daman mein damakte hain sitare
KHayal-e-yar jab palkon pe jugnu bandhta hai

meri parwaz ko mashrut kar ke nek sayyaad
qafas gar khol deta hai to bazu bandhta hai

sulagta khaulta mahaul aur KHushki ghazal ki
ki dil ek aas ka chhappar lab-e-ju bandhta hai

'naqib' ashaar apne zindagani ke safar mein
koi zad-e-safar mein jaise sattu bandhta hai

(578) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Junhi Lab Kholta Hai Wo To Jadu Bandhta Hai written by Fasihullah Naqeeb at UrduPoint. Junhi Lab Kholta Hai Wo To Jadu Bandhta Hai is one of the masterpieces written by Fasihullah Naqeeb. You can also find the complete poetry collection of Fasihullah Naqeeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fasihullah Naqeeb' above.

Junhi Lab Kholta Hai Wo To Jadu Bandhta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Junhi Lab Kholta Hai Wo To Jadu Bandhta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.