Aadmi Ki Hayat MuTThi Bhar, Urdu Ghazal By Ghani Ejaz

Aadmi Ki Hayat MuTThi Bhar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ghani Ejaz. Aadmi Ki Hayat MuTThi Bhar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aadmi Ki Hayat MuTThi Bhar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آدمی کی حیات مٹھی بھر

غنی اعجاز

آدمی کی حیات مٹھی بھر

یعنی کل کائنات مٹھی بھر

ہاتھ بھر کا ہے دن بچھڑنے کا

اور ملنے کی رات مٹھی بھر

کیا کرو گے سمیٹ کر دنیا

ہے جو دنیا کا ساتھ مٹھی بھر

کر گیا کشت آرزو شاداب

آپ کا التفات مٹھی بھر

اور ملنا بھی کیا سرابوں سے

ریت آئے گی ہاتھ مٹھی بھر

حوصلہ یوں نہ ہارتے اعجازؔ

ہو گئی تھی جو مات مٹھی بھر

غنی اعجاز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aadmi Ki Hayat MuTThi Bhar

Ghani Ejaz

aadmi ki hayat muTThi bhar
yani kul kaenat muTThi bhar

hath bhar ka hai din bichhaDne ka
aur milne ki raat muTThi bhar

kya karoge sameT kar duniya
hai jo duniya ka sath muTThi bhar

kar gaya kisht-e-arzu shadab
aap ka iltifat muTThi bhar

aur milna bhi kya sarabon se
ret aaegi hath muTThi bhar

hausla yun na haarte 'ejaz'
ho gai thi jo mat muTThi bhar

(1270) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aadmi Ki Hayat MuTThi Bhar written by Ghani Ejaz at UrduPoint. Aadmi Ki Hayat MuTThi Bhar is one of the masterpieces written by Ghani Ejaz. You can also find the complete poetry collection of Ghani Ejaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ghani Ejaz' above.

Aadmi Ki Hayat MuTThi Bhar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aadmi Ki Hayat MuTThi Bhar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.