Kabhi Dhalte Hue Suraj Ka Manzar Hi Nahin Dekha, Urdu Ghazal By Habeeb Saifi

Kabhi Dhalte Hue Suraj Ka Manzar Hi Nahin Dekha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Habeeb Saifi. Kabhi Dhalte Hue Suraj Ka Manzar Hi Nahin Dekha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Dhalte Hue Suraj Ka Manzar Hi Nahin Dekha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی ڈھلتے ہوئے سورج کا منظر ہی نہیں دیکھا

حبیب سیفی

کبھی ڈھلتے ہوئے سورج کا منظر ہی نہیں دیکھا

ترے دل سے پرے میں نے گزر کر ہی نہیں دیکھا

بتاؤں کیا گزرتی ہے مرے بچوں کے ذہنوں پر

ہوئی مدت تلاش رزق میں گھر ہی نہیں دیکھا

میں آئینہ سدا رکھتا ہوں مستقبل کے منظر کا

کبھی ماضی کی جانب میں نے مڑ کر ہی نہیں دیکھا

نہ ساحل پر نہ کشتی پر کوئی تہمت رکھی میں نے

تھا ڈر دل میں تلاطم کا سمندر ہی نہیں دیکھا

کمی شاید ہے قسمت کی کہ آنکھوں نے مری اب تک

جسے الماس کہتے ہیں وہ پتھر ہی نہیں دیکھا

حبیب سیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Dhalte Hue Suraj Ka Manzar Hi Nahin Dekha

Habeeb Saifi

kabhi Dhalte hue suraj ka manzar hi nahin dekha
tere dil se pare main ne guzar kar hi nahin dekha

bataun kya guzarti hai mere bachchon ke zehnon par
hui muddat talash-e-rizq mein ghar hi nahin dekha

main aaina sada rakhta hun mustaqbil ke manzar ka
kabhi mazi ki jaanib main ne muD kar hi nahin dekha

na sahil par na kashti par koi tohmat rakhi main ne
tha Dar dil mein talatum ka samundar hi nahin dekha

kami shayad hai qismat ki ki aankhon ne meri ab tak
jise almas kahte hain wo patthar hi nahin dekha

(1904) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kabhi Dhalte Hue Suraj Ka Manzar Hi Nahin Dekha written by Habeeb Saifi at UrduPoint. Kabhi Dhalte Hue Suraj Ka Manzar Hi Nahin Dekha is one of the masterpieces written by Habeeb Saifi. You can also find the complete poetry collection of Habeeb Saifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Habeeb Saifi' above.

Kabhi Dhalte Hue Suraj Ka Manzar Hi Nahin Dekha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Dhalte Hue Suraj Ka Manzar Hi Nahin Dekha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.