Sitam Ki Tegh Ye Kahti Hai Sar Na Uncha Kar, Urdu Ghazal By Hafeez Merathi

Sitam Ki Tegh Ye Kahti Hai Sar Na Uncha Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hafeez Merathi. Sitam Ki Tegh Ye Kahti Hai Sar Na Uncha Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sitam Ki Tegh Ye Kahti Hai Sar Na Uncha Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ستم کی تیغ یہ کہتی ہے سر نہ اونچا کر

حفیظ میرٹھی

ستم کی تیغ یہ کہتی ہے سر نہ اونچا کر

پکارتی ہے بلندی کہ زندگی ہے ادھر

چمن میں ہم نہ رہیں گے ترے پلٹنے تک

ٹھہر ٹھہر ذرا جاتی ہوئی بہار ٹھہر

کوئی فریب نہ کھائے سفید پوشی سے

نہ جانے کتنے ستارے نگل گئی ہے سحر

تو جوہری ہے تو زیبا نہیں تجھے یہ گریز

مجھے پرکھ مری شہرت کا انتظار نہ کر

حفیظؔ کتنے ہی چہرے اداس ہونے لگے

ہمارے فن کو سراہیں بہت نہ اہل نظر

حفیظ میرٹھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sitam Ki Tegh Ye Kahti Hai Sar Na Uncha Kar

Hafeez Merathi

sitam ki tegh ye kahti hai sar na uncha kar
pukarti hai bulandi ki zindagi hai idhar

chaman mein hum na rahenge tere palaTne tak
Thahar Thahar zara jati hui bahaar Thahar

koi fareb na khae safed-poshi se
na jaane kitne sitare nigal gai hai sahar

tu jauhri hai to zeba nahin tujhe ye gurez
mujhe parakh meri shohrat ka intizar na kar

'hafiz' kitne hi chehre udas hone lage
hamare fan ko sarahen bahut na ahl-e-nazar

(1018) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sitam Ki Tegh Ye Kahti Hai Sar Na Uncha Kar written by Hafeez Merathi at UrduPoint. Sitam Ki Tegh Ye Kahti Hai Sar Na Uncha Kar is one of the masterpieces written by Hafeez Merathi. You can also find the complete poetry collection of Hafeez Merathi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hafeez Merathi' above.

Sitam Ki Tegh Ye Kahti Hai Sar Na Uncha Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sitam Ki Tegh Ye Kahti Hai Sar Na Uncha Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.